sing song according to mood

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
zara si dil mein de jagaa tu,
zara sa apnna le banaa,
zara sa yaadon mein basaa tu,
zara sa khwabon mein saja.

main chahoon tujko meri jaan be pana,
fida hoon tujh par meri jaan be pana.

main tere main tere kadmo mein rekh doon
yeh jahan, mera ishq meri dewangi,
hai nahin hai nahin ashiq mujsa tera,
tu mere liye bandaghi.

main chahoon tujhko meri jaan be pana,
fida hoon tujh pe meri jaan be pana,

keh bhi de keh bhi de dil mein hai jo chupa,
khwahish hai jo teri,
rakh nahin rakh nahin pardah koi mujhse ee jaan,
karle tu mera yakeen.

main chahon tujko meri jaan be pana,
fida hoon tujh pe meri jaan be pana.

zara si dil mein de jaga tu,
zara se apna le bana,
zara sa yaadon mein basaa tu,
zara sa khwabon mein saja.

i think agar kissi ko propose karne ka yeh hee tareeqa hai.
bas yeh gana uske liye gaa dein, aur woh apni puri duniya apke naam karde ga ya karde gi.
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
bijli bhari hai mery ang ang mein ..jo choo ley ga woh jal jay ga
 
Top