suna hai loog ussay ankh bhar kar dekhtay hain
tu us k shehr mein kuch din thehr kar dekhtay hain
suna hai rabt hai us ko kharab haloon say
so apnay aap ko barbad kar k dekhtay hain
suna hai dard ki gahik hai chisham naz is ki
so hum bhi us ki gali say guzar k dekhtay hain
suna hai us ko bhi hai shaero shairi say shughaf
tu hum bhi moejzay apnay hunar k dekhtay hain