Wo jo darbadr, khaak basr huye
Wo jo lut gaye, or be-ghar huye
Wo na mangain tum se tumhara ghar
Na tumhara sukh, na hi tumhara dar
Wo to bas chahte hain guzar basar
Unhi haseen wadoin me umar bhar
Ye karha waqt ye talkhian
Ye gardishain ye bijlian
Hey hamarey Rab ka ye imtihan
Chalo qafilon ko karain rawaan
Aao mil kar un ka sath do
Jo madad karey wo hath do
K ye apni dharti k log hain
Inhain zindgi ki soghat do
INHAIN PHIR WOHI SWAAT DO
Wo jo lut gaye, or be-ghar huye
Wo na mangain tum se tumhara ghar
Na tumhara sukh, na hi tumhara dar
Wo to bas chahte hain guzar basar
Unhi haseen wadoin me umar bhar
Ye karha waqt ye talkhian
Ye gardishain ye bijlian
Hey hamarey Rab ka ye imtihan
Chalo qafilon ko karain rawaan
Aao mil kar un ka sath do
Jo madad karey wo hath do
K ye apni dharti k log hain
Inhain zindgi ki soghat do
INHAIN PHIR WOHI SWAAT DO