The Broken Tears,,,,

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum asalam
itnehaye taqleef de haqeqat h ye hamaray moashray ki...
sach may anso nikal aye..
na janay ase kitne kahania,waqeyat,hadsay rozana gozartay h,lakin hum behase ki tafseer banay in waqeyat par afsos kar k chalay jatay h....
islam mohabbat rawadare,masawat or bhai charay ka dars dayta hay..inhe tabqate farq ko katam karnay,kum karnay k lie islam nay aj say 1400 sal pehlay zakat,ushar,sadqat jesay qawaneen farz kiye h mosalmano par...jin ki pabandi k sat adaiege or sahe fard ko adaege k nizam ko mostehkum banaya jaye to aj hamaray mashray ki sorat e hal moktalif hote....
 

_S4hil_

Active Member
Jan 2, 2013
399
180
43
walikum assalam wr wb
ameen sum ameen
agree with tooba but mera yeh sochna hai k hum khud hi kazmoor hain ager aj kal k door mein hum kabhi khud say hat ker kisi k liye sochein k hum jo kha rahay hain ya pehan rahay hain ya jo ker rahay hain kiya humse ghareeb humse kamtar insan wo sb ker pa raha hai k nai to yeh cheezain hi na hon q k aj kal k dor mein hum apni zaroriyat k ilawa apne say kamtar insan k bare mein sochte hi nai hain balkay yeh sochte hain k jo unka haq hai wo b kisi tareekay say humein mil jay isi waja say aisay log or b ziada ehsas-e-kamtari ka shikar ho jate hain ALLAH pak hum sab ko amal kerne ki toofeq ata fermaye ameen @Tooba Khan
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
walikum assalam wr wb
ameen sum ameen
agree with tooba but mera yeh sochna hai k hum khud hi kazmoor hain ager aj kal k door mein hum kabhi khud say hat ker kisi k liye sochein k hum jo kha rahay hain ya pehan rahay hain ya jo ker rahay hain kiya humse ghareeb humse kamtar insan wo sb ker pa raha hai k nai to yeh cheezain hi na hon q k aj kal k dor mein hum apni zaroriyat k ilawa apne say kamtar insan k bare mein sochte hi nai hain balkay yeh sochte hain k jo unka haq hai wo b kisi tareekay say humein mil jay isi waja say aisay log or b ziada ehsas-e-kamtari ka shikar ho jate hain ALLAH pak hum sab ko amal kerne ki toofeq ata fermaye ameen @Tooba Khan
100%again agree wid u...
waqe moshray may ameer mazeed ameer tar,or gareeb mazeed pasti ki taraf gamzan h,,,tabqate farq ab be tahasha darmiyan may achoka hy..
islam may to jo ap kud k lie pasand karo wohe apnay mosalman bhai k lie pasand karnay ko bola giya h,is k ilawa hamaray nabour may koe bhoka h iska hamay ab pata he nae chalta..bcoz rupay paso ki door may hum itnay magan h k as pas ka kuch hosh he nae h...pesa pesa or siraf pesa..chahay wo kise ka haq maar k he q na hamay milay...pehlay hum kud apna ehtasab karen gay then pir he moashray may masawat peda hoge/
 
Top