Tujh Se Ab Aur Mohabbat

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
Tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti, Khud ko itni bhi aziyat nahin di ja sakti, Jaantey hain ke yaqeen toot raha hai dil par, Phir bhi ab tarq yeh wehshat ki nahin ja sakti, Habss ka sheher hai aur is mein kisi bhi surat, Saans lene ki sahulat nahin di ja sakti, Roshni ke liye darwaaza khula rakhna hai, Shab se ab koi ijaazat nahin li ja sakti, Ishq ne hijar ka azaar to de rakha hai, Is se barrh kar to reyaayet nahin di ja sakti.. … …
 
Top