Help vpn k bagair tm is website pe chali jati hy

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
That is weird. Yeh page dekhne say pehle ap k steps kia thay ?
Ho sakta hai k ap k browser ya koi app aysa kar raha ho.

Kia ap mujhe steps bata sakte hain, ta k agar may steps follow karon to mere pass bhi yeh page open ho jaye.
 
Elephent

Active Member
Apr 19, 2019
495
236
93

google chrome pe tafrehmella.com likh k open kro to khud open ho jata hy aksar yeh open hota hy us k bad chaines add wali website open hoti hy
 
abh b wohi open ki hy abh open hy
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
google chrome pe tafrehmella.com likh k open kro to khud open ho jata hy aksar yeh open hota hy us k bad chaines add wali website open hoti hy
I think ap k browser may ya phone may aysa kuch hai jis ki wajah say aysa hota hai.

kia kissi or website k sath bhi aysa hota hai ?
 
Elephent

Active Member
Apr 19, 2019
495
236
93
I think ap k browser may ya phone may aysa kuch hai jis ki wajah say aysa hota hai.

kia kissi or website k sath bhi aysa hota hai ?
nahi don bhai main ne 3 mobile liye 3no main aysa howa hy
aur kisi website pe nahi hota bus tafrehmella.com pe hota hy jab b website browser ki cokkies delete ker k open kro aysa hota hy ya 2 3 din baad open kro ya open nahi hoti ya yeh aa jata hy
 
Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
nahi don bhai main ne 3 mobile liye 3no main aysa howa hy
aur kisi website pe nahi hota bus tafrehmella.com pe hota hy jab b website browser ki cokkies delete ker k open kro aysa hota hy ya 2 3 din baad open kro ya open nahi hoti ya yeh aa jata hy
hmm weird. Computer/Desktop say bhi aysa hota hai ?
 
Top