Waqt ki ahmiyat

  • Work-from-home

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
insan ky zehan or ess ki rooh ki noshanama, yani zehen or rooh ko gandgi se pak deen/islam/religion karta hai, jab kay yeh school insan ko mada parasti ki taleem detay hain {(popcorn)}
Horror men abi tak soch raha hn k pta nai Ya to ap pehel din sy school nai gaye Ya phr koi or tragedy hui hai , Kya ap ko nai pata k schools , colleges or universities men Islam ki taleem di jati hai ?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
lekan choti si ghuria, ain minute mian 60 sec hotay hain or aik ghantay main ap ko pata hai kitnay second hotay hain.

1 hour = 60 minutues
1 minute = 60 seconds
1 second = 1,000,000 microseconds

Hence, we obtain:

1 hour = 3,600 minutes = 3,600,000,000 microseconds.

ab daikhain bhaya 1 hour ka Lecture tha aap ne kaha time zaaya nhi karna qeemti hay aapka ...Pehle aap ne ye btaane may 1 minute lgaya k aapka 1 hour qeemti hay ,,jab tak aap ne ye btaya tab tak sirf 59 minutes bach gaye matlab value kam hogi aap k time ki us k baad dubara meri post parhne aur apni itni lambi explanation daine may bhi aap ne kam az kam bhi 10 minute lgaaye kitne bache baqi 49 minutes only :p

abhi aap aise karain 11 minutes ka lecture lain phir compare karain k wo 11 minutes ka lecture laina waqt zaaya karna tha ya 11 minutes idhar awain posting karna waqt zaya karna tha {(popcorn)}
 
  • Like
Reactions: mashraki.larka

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jee mashraki larka bhai, bikul aj kal school time ziana kartay hain, kyun kay woh insan ko mada prast banatay hain, woh insan ki rooh ko paak nahi kartay. Insan ki zehen ki noshonoma nahi kartay .
oh ahan to phir aap k khayal may in sab cheezon k liye insan ko kahan jana chahiye kia karna chahiye :s

aur baqi cheezain nhi seekhni chahiye kia??? :-?
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion


Horror men abi tak soch raha hn k pta nai Ya to ap pehel din sy school nai gaye Ya phr koi or tragedy hui hai , Kya ap ko nai pata k schools , colleges or universities men Islam ki taleem di jati hai ?
bhai kon se unviersity islam ki taleem deti hai, zara naam to batao, or kon sa colledge islam ki taleem deta hai

---------- Post added at 01:50 PM ---------- Previous post was at 01:48 PM ----------


oh ahan to phir aap k khayal may in sab cheezon k liye insan ko kahan jana chahiye kia karna chahiye :s

aur baqi cheezain nhi seekhni chahiye kia??? :-?
inti choti si guria or itnay baray baray question, en sab cheezon kay seekhnay kay lie idaron mian hi jana chahe, lekan ess kay lie pehlay idharon ko esa karna chahe kay woh insan ko dunia ki taleem kay sath sath us kay jism or rooh ki taleem bhi day.

---------- Post added at 01:52 PM ---------- Previous post was at 01:50 PM ----------



ab daikhain bhaya 1 hour ka Lecture tha aap ne kaha time zaaya nhi karna qeemti hay aapka ...Pehle aap ne ye btaane may 1 minute lgaya k aapka 1 hour qeemti hay ,,jab tak aap ne ye btaya tab tak sirf 59 minutes bach gaye matlab value kam hogi aap k time ki us k baad dubara meri post parhne aur apni itni lambi explanation daine may bhi aap ne kam az kam bhi 10 minute lgaaye kitne bache baqi 49 minutes only :p

abhi aap aise karain 11 minutes ka lecture lain phir compare karain k wo 11 minutes ka lecture laina waqt zaaya karna tha ya 11 minutes idhar awain posting karna waqt zaya karna tha {(popcorn)}
main ne jitni bhi post ki hain un main aik ya do do minutue lagay hain, meray time bach gaya hai{(cray)}
 

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
bhai kon se unviersity islam ki taleem deti hai, zara naam to batao, or kon sa colledge islam ki taleem deta hai

---------- Post added at 01:50 PM ---------- Previous post was at 01:48 PM ----------


inti choti si guria or itnay baray baray question, en sab cheezon kay seekhnay kay lie idaron mian hi jana chahe, lekan ess kay lie pehlay idharon ko esa karna chahe kay woh insan ko dunia ki taleem kay sath sath us kay jism or rooh ki taleem bhi day.

---------- Post added at 01:52 PM ---------- Previous post was at 01:50 PM ----------


main ne jitni bhi post ki hain un main aik ya do do minutue lagay hain, meray time bach gaya hai{(cray)}
Silsila Azeemia is one of the Institutions for Spiritual Education...

Azeemi foundation of south Australia ..;)
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion


hmmm , yahan sufism k sath sath ruhani taleem bi di jati hai Jiske kalb-o-rooh ko itmenan milta hai..!
to phir yeh islami university to na hoi, sufism ka pehliy teen islamio sadio main koi zikar nahi hai, yeni kio bhi sahabi sufism kay lafaz se waqif nahi tha, ap kay khiyal main un kay dil main sakoon nahi tha ???
 
Top