Warning: Bohot Long Ha Tu Plz Ya Kholo Na Ya Complain Na Kru :p

  • Work-from-home

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Assalam-O-Alikum!

Mein nahi janti mein na kia likha ha bs jab likhna shru kia tu alfaz khud bakhud atey gye. Bohot long ha uskey liya mazrat chahti hu. Aur fulsafi bhe bht ha lol iss mein koi shuk nahi sb mjhy koi budhi ama smjhty =))
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Hum hamesha un logo ko dekhta, chahtey hein jinka bohot sarey dost hu. Per kabhi unka socha ha ju bheer mein bhe tun tanha kahrey hu. Hum apni zindagi mein kitney logo sa ghirey huty hein. Aas paas hur koi apka dost huta, apka khair khaw huta. Aur nahi beh huta. Insano ki fitrat pta ha kia ha? Wu apkey sath tub tuk rehta hein jab tuk aap hanstey muskuratey rahu. Dosti??? Kia ha dosti??? Q ha dosti??? Mein un logo ko bohot khush qismat samjhti jinko sachey dost miltey… ju kehta jeena v teray naal ta marna v teray naal. Baki ju population huti unhein rung barangi titliyan pasand huti. Jab tuk wu urti rehti tub tuk unko hairat sa dekha jata, bachey un ko dekh dekh kr khush huty. Hum insan bhe isi trha k hein. Koi naya bunda aata us sa dosti krty jab tuk wu naya rehta hamarey liya ham usey dekh dekh k khush huty uski nit nayi batou ko enjoy krty. Per jaisa jaisa uski butti bujhti jati wu hamarey liya purana huta jata. Phir agr wu udas ha ya gussa krta tu hum kehta chalo g aj fir naya drama. Phir hamein wu insan interesting nahi lgta aur hum naya interest duhndty. Pehla mein sochti the k ya srf west mein huta, per ab tu hamarey haan beh ya chez bohot ziada hu gyi ha. Relations are becoming a joke to us. Jinkey pas huty unhein qadar nahi huti aur jinko pas nahi huti wu bs khawhish liya hi mur jatey. Akeila pun bohot zalim huta. Aur specially tub jab ap aas paas aisa logo sa ghirey huty ju bohot pyar krny aur denay waley huty. Per wu apko accept krty, care krty per pyar nahi milta. Aap phir bhe akeila hi rehta. Apni bebasi ka samna hamein akeila hi krna prta. Apney ansouo ka samna bhe akeila hi krna prta. Per hum beh na kabhi ksi ko accept kr nahi paatey. Ya smjh nahi patey k wu insan ha kabhi khush hu ga kabhi roye ga. Phir iss dur sa k aap ju already hein unhein kho na du ap nit nayi batein krty.. unko hansatey .. unkey samney bs muskuratey hi rehta. Q k aap jantey jab tuk ap aisa rahu ga tub tuk wu kahein nahi jayein ga, apko analyse krty rahein ga. Jaisa aik scientist tub tuk ksi chez pa research krta jab tuk wu uskey barey mein sb jaan na ley. Bheer mein akeila log …. Kafi hud tuk wu celebrities ki trha huty… single celebrities… jinhu na apney ap ko bohot interesting bnaya huta aur wu bht sa fans sa surrounded huty, per us sab mein wu ksi ko apna nahi keh paatey. Hum insan dunia mein akeila atey aur jatey bhe akeila aur kuch log zindagi guzartey bhe akeila. Bohot dil gurda huta unkey pas ju akeila zindagi guzar letay bagair kuch kahey. Aisa logo ki zindagi mein aik pal aisa ataa jab wu khud par tars kahtey aur phir wu dusrey step ki trf burhtey ju k ha lataluki meaning k phir wu beparwa hu jatey unhein parva nahi huti k qayamat aa rahi ya ja rahi. Mast malang huty wu. Aisa logo k vojood per ahista ahista khamoshi taari huti jati. Koi nahi janta k aisa log hur wakt bs aik raasi sa latkey huty ab girey k kab girey. Nothingness, Emptiness, Loneliness, Depression ya sab inhi k tu naam huty. Agr Pakistan k havaley sa dekha jaye tu yaha psychiatrists smjhtyy k Anti-depressant da kr unka kaam hu jana… Counselling kay aha koi concept nahi. Per barey barey psychiatrists bhe ya baat smjh nahi paatey k aisa log counselling sa beh nahi theek hugey. Aap unka depression dour kr skty per unkey liya wu nahi kr skty ju shayid hur insan ko chahiya huta. Unlimited love ki supply kahein nahi milti, Unselfish insaan ki supply kahein nahi milti. Agr milta ha tu humdardi krny wala insan, pyar k 2 bol bolney wala insan, per zindagi ki haqeeqat ka jin logo ko shiddat sa ehsas hu jaye wu pyar k 2 bolo sa kaha sairab honey waley??? Ya piyas aisi huti k burhti jati burhti jati burhti jati. Aisa logo ko koi apna kehna wala chahiya huta. Kuch log Akal waley huty wu Allah sa rojou kr letay aur phir bs unko kabhi akeila pun mehsos nahi huta wu insano sa tavaku hi nahi rakhtey phir, unko dunia ki rung barangi chezo mein bhe koi interest nahi rehta q k wu us darvazey, us dunia aur us zehniyat sa kab k nikl chukey huty. Phir unhein srf aur srf Allah sa garz huti. Per kuch log huty ju khud ko drugs aur drinks mein gark kr letay. Aur kuch … wu bs aik bhunvar ki trha huty ju ghomta rehta ghomta rehta .. kabhi wu andehra mein aatey tu kabhi roshni mein. Kabhi ander tuk khushi hi khushi huti unkey aur kabhi ander tuk wu andehra mein doobey huty. Kabhi un mein Allah ka khof aur dur beth jata ha aur wu insaan k bachey bun jatey aur kabhi achanak wu phir sa lataalluki apna letay jisko na deen ki fikr na dunia ki. Hum smjhty k hum unsa batein kr k smjha buhja k sahi kr dein ga per nahi koi insan tub tuk nahi bdlta jb tuk wu khud bdlna na chahey. Koi insan khud tub tuk nahi sekhta jab tuk wu khud sekhna na chahey. Shouk hi ham sa bohot barey barey kaam krva leta. Jab shouk hi nahi parva hi nahi tu kaha k kaam? Sach karva huta aur ya humara aur humari insaniyatt ka sach ha. Hum pyar krty hein per beinteha nahi. Hum zakat detay hein per farz smjh k dil sa nahi. Hum kuch bhe krty hein tu porey khalos sa nahi krty. Hud tu ya ha k hum dua bhe kr rhy huty hein tu porey khalos sa nahi kr paatey. Aur bhookey itney huty k mangni aik chez huti aur beshumar mang letay. Mein ya nahi kehti k ya galat ha bs itna kehti hu k jitna letay hu utna dou bhe. Ju chahtey hu wu karu beh. Jitni jholi huti utna hi manga kru taa k samait bhe saku. Taa k garour na aa jaye. Imanat milti ha tu usko sambhal k rakhu khiyanat na kru us mein. Insaniyat k maani hi badal diye hein hum insaano na. Hum jinhein “Ashraf-ul-Makhlokat” kaha gya ha. Hum iss title k layiq nahi. Humarey ander acha burey dono jazbat huty. Kuch logo per achayi haavi hu jati aur kuch saari umar bura hi krty.

Aur mjhy dekho zra bolna shru kia tu bolti hi chali gyil. Ziada sochney walo ka yahi haal huta I guess. Hum dunia aur insano ka jayiza krny chaltey aur bohot c aisi batein jaan letay jinko agr hum na jantey tu acha huta. Per Allah hur aik ko utna hi bohj deta jitna wu utha skta. So there’s still hope.​
bilkul sahi bola ap ne :cigar
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
W slaaam

Wah amazing observation, ,mujhey perh kr aisa lga jesey ye mai khud likh rhi,,amazing likha ,,dil ki kafiyat ko alfaz mai dalna bohot mushkil kaam ,,hum jesey log bus is kisam k bojh bus dil mai hi chupa kr rakhtey @Syeda-Hilya
 
  • Like
Reactions: Syeda-Hilya

Aaidah

TM Star
Sep 13, 2013
4,984
559
1,213

please send short summary of this long essay...cuz i can read just 4 lines....:-w
 
waalaikum assalam ...
half tak hi parha hai but jo likha hai 100 agree wid that aj kal sb k liye wohi important hota hai jo top pr hota hai and jesy hi ksi wajh se down hota hamari dosti hamara pyaar yaari sb khatm ho jati us k liye even k hum bhool b jaty usko ye aik boht bura sach hai hamary logon ka ..
 
  • Like
Reactions: Syeda-Hilya

Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
Walikum salam
Yes agree with u:)
:) thanku

W slaaam

Wah amazing observation, ,mujhey perh kr aisa lga jesey ye mai khud likh rhi,,amazing likha ,,dil ki kafiyat ko alfaz mai dalna bohot mushkil kaam ,,hum jesey log bus is kisam k bojh bus dil mai hi chupa kr rakhtey @Syeda-Hilya
Thankyou siso but sach btau tu soch ko lafzou mein dahlna itna mushkil nahi huta ... :) Mein jab kch likhti tu ya nahi sochti k mein kch article likh rhi ya kch no ... mein tu bs ju sochti wu likhti jati usi wakt likhti .... dil sa nikly alfaz dusro k dilo mein bhe jgah bna letay :)

please send short summary of this long essay...cuz i can read just 4 lines....:-w
Lol ap rehna hi du phir :D
 
Aaidah

TM Star
Sep 13, 2013
4,984
559
1,213
:) thanku

Thankyou siso but sach btau tu soch ko lafzou mein dahlna itna mushkil nahi huta ... :) Mein jab kch likhti tu ya nahi sochti k mein kch article likh rhi ya kch no ... mein tu bs ju sochti wu likhti jati usi wakt likhti .... dil sa nikly alfaz dusro k dilo mein bhe jgah bna letay :)

Lol ap rehna hi du phir :D
aesy to na kho sis mujhy bhi samjhna hai apny long easy main kia kha...({sad)}
 
Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
waalaikum assalam ...
half tak hi parha hai but jo likha hai 100 agree wid that aj kal sb k liye wohi important hota hai jo top pr hota hai and jesy hi ksi wajh se down hota hamari dosti hamara pyaar yaari sb khatm ho jati us k liye even k hum bhool b jaty usko ye aik boht bura sach hai hamary logon ka ..
:) thanku fanku .. but aik maxey ki baat btau ... ap ya post pehla dekh k comment bhe kr chky ... jab mein na ya naya naya post kia tah tub :p
 
  • Like
Reactions: Fanii

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
:) thanku fanku .. but aik maxey ki baat btau ... ap ya post pehla dekh k comment bhe kr chky ... jab mein na ya naya naya post kia tah tub :p
u r wlcm ..
yeah main ne ye thread abi dekha rating dekhi to di hui ti to socha comnt b kia hoga but tb shaid parha nai tha ye smjha nai tha
abi prha teek se :p
 
Aaidah

TM Star
Sep 13, 2013
4,984
559
1,213
mein na bs yahi kaha ha k hum insano ko new chezain fascinate krti jaisa hi wu purani huti we throw them away. Eventually people end up depressed. We all want love but we don't give it as freely as we want it. :)
ooooooooooooo acha ye kha tha apny long easy main bus...;;)
 
Top