When To Decide To Jump Out!!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

Put a frog in a vessel of water and start heating the water.
As the temperature of the water rises, the frog is able to adjust its body temperature accordingly.
The frog keeps on adjusting with increase in temperature...
Just when the water is about to reach boiling point, the frog is not able to adjust anymore...
At that point the frog decides to jump out...
The frog tries to jump but is unable to do so, because it has lost all its strength in adjusting with the rising water temperature...
Very soon the frog dies.
What killed the frog?
Many of us would say the boiling water...
But the truth is what killed the frog was its own inability to decide when it had to jump out.
We all need to adjust with people and situations, but we need to be sure when we need to adjust and when we need to confront/face.
There are times when we need to face the situation and take the appropriate action...
If we allow people to exploit us physically, mentally, emotionally or financially, they will continue to do so...
We have to decide when to jump.
Let us jump while we still have the strength.
Think on It !

@zaryaab @shehr-e-tanhayi @saviou @Parisa_ @Aaidah
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

bohot khoob
bilkul sahi baat kahi gayi hai isme
asal kamzori to ham me hai k ham apni strength ko nahi pehchante ya phir ye decide nahi kar paate ke kab kya karna chahiye aur is marhale me samne wala hame aise modh par le aata hai k ham khatam ho jaate hain aur is khatme k zimmedar samne wale ko samajhe hain halanke ham khud is ke zimmedar hain
 
bilkul,,lakin kabhi samajh b to nhi aati k kia kiya jaye aur kab kiya jaye aur jab tak samajh aati hay tab tak bohat late ho chukka hota hay ..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bilkul,,lakin kabhi samajh b to nhi aati k kia kiya jaye aur kab kiya jaye aur jab tak samajh aati hay tab tak bohat late ho chukka hota hay ..
asal me ham khud ki salahiyaton ka sahi istemal nahi karte ya hame pata hi nahi hota k ham me itni salahiyat hain aur dusra ham log aksar mashwara nahi karte jo bohot badi khaami hai mashwaron se bohot se raaste nikalte bohot se nateeje ya kam se kam himmat aur tasalli to milti hi hai

aur akhir me sab se aham koi faisle ya confusion k waqt Allah k rasul alayhisalam ne hame ek hathyar diya hai uska istemal nahi karte aur karte bhi hain to utna yaqeen nahi karte jo Istekhara ki shakal me hamare samne maujood hai

to ye wajhe hame lagti hain
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
asal me ham khud ki salahiyaton ka sahi istemal nahi karte ya hame pata hi nahi hota k ham me itni salahiyat hain aur dusra ham log aksar mashwara nahi karte jo bohot badi khaami hai mashwaron se bohot se raaste nikalte bohot se nateeje ya kam se kam himmat aur tasalli to milti hi hai

aur akhir me sab se aham koi faisle ya confusion k waqt Allah k rasul alayhisalam ne hame ek hathyar diya hai uska istemal nahi karte aur karte bhi hain to utna yaqeen nahi karte jo Istekhara ki shakal me hamare samne maujood hai

to ye wajhe hame lagti hain
very well said :)
 
  • Like
Reactions: zaryaab and saviou

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
apko pata hai ham khud is confusion k shikar hain :|
lekin in sha Allah abhi thori harkat kar rahe hain aur barkat ki umeed hai :)
InshaALlah :)
main b X_X mashwra karna b aasan nhi hota i mean ap har kisi se to mashwara nhi kr sakte koi bohat trustworhty,mature,serious aur experienced person ho to baat krni chahiye,,,,
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
InshaALlah :)
main b X_X mashwra karna b aasan nhi hota i mean ap har kisi se to mashwara nhi kr sakte koi bohat trustworhty,mature,serious aur experienced person ho to baat krni chahiye,,,,
jee bilkul aur uske elawa wo banda khud ko hamari jagah par soch kar mashwar de to baat bane
khair

Allah ham dono k sath khair kare Aameen
 
  • Like
Reactions: Hoorain

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
welldone ..@saviou . @Hoorain .. really like ur convo .. (Y)
actually m also suffering ..:)
1)zulm k khelaf sar jhukana bhi zulm hota hai .
2)but ALLAH sabar karnai walo k sath hai
3) ab sabar ki condition kahan apply hoti hai ?
4)sehnai aur bardasht karnai mai kya farq hai ?
so in sub baato ko chor kar agar hum us hadees ko follow karai jo 9th mai hum ne parha ta ..@saviou bro help kijeyai mai just mafhoom lekunggaa "jis ne ALLAH k leyai ata kiya ,ALLAH k leyai mana kiya ,ALLAH k leyai bughz rakha aur ALLAH k leyai mohabbat ki pas us ne apna emaan mukammal karleya"
is hadith k baad meri life kafi asaan hogaye ..
yani kuch bhi karnai se pehlai socha jayai k is baat se ALLAH khush hoga k nahi ? us shakhs ki niyyat kya hai ,wo kya sochta hai ,wo fair hai k unfair hai in se hamai gharz nahi balkai ye sochna chaheyai k ALLAH ka kya hukam hai ALLAH ki kya chahat hai .niyyat ki khabar ALLAH ko hai bus aap amar bilmarof pai amal kartai huwai aagai barhtai jaayai ..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
MAshaALlah Bohat khubsurat baat kahi apne,,Waqe hi yhi tareeqa hy jis se life aasan reh skti hay wrna insan confusions may hi pra rhe...
JAzakALlah khair :)
welldone ..@saviou . @Hoorain .. really like ur convo .. (Y)
actually m also suffering ..:)
1)zulm k khelaf sar jhukana bhi zulm hota hai .
2)but ALLAH sabar karnai walo k sath hai
3) ab sabar ki condition kahan apply hoti hai ?
4)sehnai aur bardasht karnai mai kya farq hai ?
so in sub baato ko chor kar agar hum us hadees ko follow karai jo 9th mai hum ne parha ta ..@saviou bro help kijeyai mai just mafhoom lekunggaa "jis ne ALLAH k leyai ata kiya ,ALLAH k leyai mana kiya ,ALLAH k leyai bughz rakha aur ALLAH k leyai mohabbat ki pas us ne apna emaan mukammal karleya"
is hadith k baad meri life kafi asaan hogaye ..
yani kuch bhi karnai se pehlai socha jayai k is baat se ALLAH khush hoga k nahi ? us shakhs ki niyyat kya hai ,wo kya sochta hai ,wo fair hai k unfair hai in se hamai gharz nahi balkai ye sochna chaheyai k ALLAH ka kya hukam hai ALLAH ki kya chahat hai .niyyat ki khabar ALLAH ko hai bus aap amar bilmarof pai amal kartai huwai aagai barhtai jaayai ..
 
Last edited:
  • Like
Reactions: zaryaab

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313

Put a frog in a vessel of water and start heating the water.
As the temperature of the water rises, the frog is able to adjust its body temperature accordingly.
The frog keeps on adjusting with increase in temperature...
Just when the water is about to reach boiling point, the frog is not able to adjust anymore...
At that point the frog decides to jump out...
The frog tries to jump but is unable to do so, because it has lost all its strength in adjusting with the rising water temperature...
Very soon the frog dies.
What killed the frog?
Many of us would say the boiling water...
But the truth is what killed the frog was its own inability to decide when it had to jump out.
We all need to adjust with people and situations, but we need to be sure when we need to adjust and when we need to confront/face.
There are times when we need to face the situation and take the appropriate action...
If we allow people to exploit us physically, mentally, emotionally or financially, they will continue to do so...
We have to decide when to jump.
Let us jump while we still have the strength.
Think on It !

@zaryaab @shehr-e-tanhayi @saviou @Parisa_ @Aaidah
Assalaamo-3laekum wrwb....
bht hi behtareen sharing ki hey... zaryaab or saviou bro ne b kafi achi baten ki...

wese halat-e-hazira ki b yahi baat hey jo hum log note nae ker rahey ... ya agar note kerli hey tu hum is frog ki tarah itni strength khochuke hein k uth nae sakrahe hein..
mey jahan taq smjhta hun aaj kal k halaat ka is e.g. sey bht hi gehra taulloq hey... is e.g. ko mey dosre lufz mey slow poison b kehsakta hun... aaj kal k halaat ka kuch isi tarah sey hey.. k hum Muslims per physically attack tu show ho hi raha hey... bt jo is e.g. k views sey jo hum Muslims ko slow poison dia jaraha like media.. mobile social media etc k zarye... mere khayal sey ye sub cheezen ab itni ghol milgae hein hamare andar k waqae jo steps hamey ab taq ley lene chahiye the hum us ka ulat or zehr ko suck kerte jarahe hein...
Media is zehr ko itna disolve kerchuki.. means hamey apne maze mey ghair ker us doran itna bara mazak ker jata hey k wakti tor per tu hum ik ankh khol ker thora sa against me bol ker pir again us k zehr k circle mey in hojate hein... pir wo baat ik day ki sorat mey her saal bus samne aati hey... or b kae e.gs. hen... bataeyn.. kia hum log is frog ki tarah strength kho nae chukey?

@saviou @zaryaab
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Speechless.... Bohat zabrdast tareeqe se tajziya kiya hay aapne is gradually change hote muashre ko jo Pani ka tara heat up ho rha hay aur hum sba us frog ki tra adjustment ki koshish may apni strength kho rhe hain...

JAZAKALLAAHU KHAER.. ab aap dekhlen... us frog k khilaf is paris wale waqiye ko zarya bana ker step lelia hey... or patanae issey kitne barey steps lengey Allaah kher kare...
 
zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
Assalaamo-3laekum wrwb....
bht hi behtareen sharing ki hey... zaryaab or saviou bro ne b kafi achi baten ki...

wese halat-e-hazira ki b yahi baat hey jo hum log note nae ker rahey ... ya agar note kerli hey tu hum is frog ki tarah itni strength khochuke hein k uth nae sakrahe hein..
mey jahan taq smjhta hun aaj kal k halaat ka is e.g. sey bht hi gehra taulloq hey... is e.g. ko mey dosre lufz mey slow poison b kehsakta hun... aaj kal k halaat ka kuch isi tarah sey hey.. k hum Muslims per physically attack tu show ho hi raha hey... bt jo is e.g. k views sey jo hum Muslims ko slow poison dia jaraha like media.. mobile social media etc k zarye... mere khayal sey ye sub cheezen ab itni ghol milgae hein hamare andar k waqae jo steps hamey ab taq ley lene chahiye the hum us ka ulat or zehr ko suck kerte jarahe hein...
Media is zehr ko itna disolve kerchuki.. means hamey apne maze mey ghair ker us doran itna bara mazak ker jata hey k wakti tor per tu hum ik ankh khol ker thora sa against me bol ker pir again us k zehr k circle mey in hojate hein... pir wo baat ik day ki sorat mey her saal bus samne aati hey... or b kae e.gs. hen... bataeyn.. kia hum log is frog ki tarah strength kho nae chukey?

@saviou @zaryaab
i think is mai to sub jal he gayai hai ..well ! best analysis ...sweet poison ..agree
 
  • Like
Reactions: Hoorain
Top