Write a shair daily here

  • Work-from-home

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213
Awwwww..!! abhi jurm saabit bhi nai hua aur mujrima sahibaa k laqb sey bhi nawaaz diya????????????:oo
Koi daleel dhoondh naa payaa tou agley din...
us ney merey khaloos pr ilzaam dhar diya..{(cry2)}{(cry2)}{(cry2)}{(cry2)}{(cry2)}{(cry2)}
lakin juram sabit hony se phely yhi b to nahi kaha jata k hony wala mujram......
.aapke khloos ko deakh k yhi hi shair mind mein aata hai..
.


 

Spirit

Active Member
Aug 23, 2018
435
328
363
Netherland
lakin juram sabit hony se phely yhi b to nahi kaha jata k hony wala mujram......
.aapke khloos ko deakh k yhi hi shair mind mein aata hai..
.


honey wala mujrim nahin kaha jaata balkey mulzim kaha jata hai my lord!!;))

naa ye shair tou hum pe bilkul bhi fit nai bethta...
Mulaahzaa farmayen...
Anaa k qaid khaaney main, wo baaghi saa mujrim hn..=((
Jisey sooli charhaaa daalaaaa muhbt k wakeeelon ney{(cry2)}{(cry2)}
 
  • Like
Reactions: ujalaa

ujalaa

TM Star
Feb 17, 2010
2,696
868
1,213
honey wala mujrim nahin kaha jaata balkey mulzim kaha jata hai my lord!!;))

naa ye shair tou hum pe bilkul bhi fit nai bethta...
Mulaahzaa farmayen...
Anaa k qaid khaaney main, wo baaghi saa mujrim hn..=((
Jisey sooli charhaaa daalaaaa muhbt k wakeeelon ney{(cry2)}{(cry2)}
array haan mulzma jii......



aapki shairy se yhi shair yaad aagaya


Rafta rafta har police waly ko shayar kar diya
Mahafil e sher o sukhan may bhej kar sarkaar ne

Ek qaidi subah ko phansi laga kar mar gaya
Rat bhar gazalen sunain us ko thanedar ne
 

MysTeri0uS

Super Star
Oct 31, 2012
8,792
1,497
1,213
- وہ مرا نام نہ لے صرف پکارے تو سہی ...
کچھ بہانہ تو ملے دوڑ کے آؤں واپس ...
 

Spirit

Active Member
Aug 23, 2018
435
328
363
Netherland
array haan mulzma jii......



aapki shairy se yhi shair yaad aagaya


Rafta rafta har police waly ko shayar kar diya
Mahafil e sher o sukhan may bhej kar sarkaar ne

Ek qaidi subah ko phansi laga kar mar gaya
Rat bhar gazalen sunain us ko thanedar ne
:oo{(71)}
 

Spirit

Active Member
Aug 23, 2018
435
328
363
Netherland
شہرِ غمِ جہاں میں تھے سو سو طرح کے غم،
مگر ہم نے پسند جانِ جاں! تیرا ملال کر لیا ۔۔۔۔
میری شکست میں چھپا کوئی عروج تھا صفیؔ
میں نے قبول اِس لیے اپنا زوال کر لیا۔۔۔۔۔!۔
 
Top