Ye Phool Kahen Murjha Na Jayen..

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Mash Allah achi sharing hai Annuu...haan is duniya me aise waqeaat bhare pare hain jahan waledain apne bacchon ko lachaari aur shikastagi k alawa kuch nhi de pate...Ye masail zyadatar un gharano me hote hain jo srf apni status apne standard k pichay bhagte rahte hain,apni aulad apna ghar baar unke liye koi manay nhi rakhta..zahir hai k aise haal me jo aulad parwarish paygi to uski shaksiyat toot phhot ka shikar to hogi hi...Aur sabe barkar in waledain me deen se gahflat hoti hai,ye khud nawakhif aur api aulaad ki tarbiyat baghair deen k kya karpaynge ye nadaan aur bebehraa log...
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
mashaAllah anaaya kia khoob story likhi hai aapne :-bd.parhte hue aise mahsoos horaha tha k main haqeeqi mahool me ye waqaya dekh raha hon.aur ye ek writer ki sabse badi kamiyabi hai k wo parhne walon ko haqeeqat k mahool me pahunchade.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
subhan Allah bohot khoob likha hai apne annu ham ek mustaqbil ke bohot bade writer ko parh rahe hain abhi aise lagta hai inshaAllah

aur agar waqai ye apki dost ki haqeeqi kahani hai to phir unko unke maa baap phir se milgaye uske liye mubarakbaadi hai

aur ye ek talkh haqeeqat hai aaj ke maa baap bachon ko sahi tarbiat nahi dete sirf paisa dedete hain char char naukar laga dete hain badi school me dakhala aur gadi dilwadete hain aur ye samajhte hain ke hamne apna farz aada kardiya lekin dar asal bachon ke bigad muashre ki barbadi me ye aham kirdar nibha rahe hain ye nahi jaante

aaj ke bache kal maa baap honge to ham sab ko is par gaur karna chahiye aur hame islam ke mutabik apni zindagi basar karni chahiye

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

tehreer ko pasnd karne ka shukaria ..
bhai ye kahani us ki nhi hai..lekin ye jo main ne likha hai sb us k halaat ko dekh kar likha hai yani kahani ka main idea us ki zindgi se hi hai.. k jo parents larte hain ya alag ho jate hain to bachon me kya kya kami reh jati hai..jo k main ne tehreer me waziya ki hai..
tehreer ki ending achi karne k liye main ne akhir me sb kuch thek kar diya:)
us k ami abu to abi b alag hain..Allah kre k woh b is baat ko smjh jayen aur phir se ikathe ho jayen..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
mashaAllah anaaya kia khoob story likhi hai aapne :-bd.parhte hue aise mahsoos horaha tha k main haqeeqi mahool me ye waqaya dekh raha hon.aur ye ek writer ki sabse badi kamiyabi hai k wo parhne walon ko haqeeqat k mahool me pahunchade.
han g..boht shukaria..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Mash Allah achi sharing hai Annuu...haan is duniya me aise waqeaat bhare pare hain jahan waledain apne bacchon ko lachaari aur shikastagi k alawa kuch nhi de pate...Ye masail zyadatar un gharano me hote hain jo srf apni status apne standard k pichay bhagte rahte hain,apni aulad apna ghar baar unke liye koi manay nhi rakhta..zahir hai k aise haal me jo aulad parwarish paygi to uski shaksiyat toot phhot ka shikar to hogi hi...Aur sabe barkar in waledain me deen se gahflat hoti hai,ye khud nawakhif aur api aulaad ki tarbiyat baghair deen k kya karpaynge ye nadaan aur bebehraa log...
g..thek kaha..
Allah sb ko sehdhi rah dikhaye..Ameen
 
Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37

طویل ہے زیادہ بعد میں پڑھ کر خیالات کا اظہار کروں گا
کیونکہ رومن اردو میں پڑھنے میں زیادہ وقت لگتا ہے۔
میرا خیال ہے جو سبق آموز واقعات یا کہانیاں ہوں انہیں ڈائجسٹوں کی طرح کھینچ تان کر لمبا نہ کیا جائے بلکہ مختصر انداز میں بیان کرکے اس کا حقیقی میسیج دے دینا چاہئے تاکہ قارئین اسے آسانی سے پڑھ سکیں۔
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

طویل ہے زیادہ بعد میں پڑھ کر خیالات کا اظہار کروں گا
کیونکہ رومن اردو میں پڑھنے میں زیادہ وقت لگتا ہے۔
میرا خیال ہے جو سبق آموز واقعات یا کہانیاں ہوں انہیں ڈائجسٹوں کی طرح کھینچ تان کر لمبا نہ کیا جائے بلکہ مختصر انداز میں بیان کرکے اس کا حقیقی میسیج دے دینا چاہئے تاکہ قارئین اسے آسانی سے پڑھ سکیں۔
Roman ne parhna mushkil hota hai..
ap jese urdu me likhte hain agar ap mujhe is ka tariqa bataye to main b urdu b likhna chahti hon..
baja farmaya ap ne parhna mushkil ho jata hai..zyda lamba na kia jaye lekin agar sirf mozu ko wese hi chand satron me bayan kar diya jaye to shyd us ki woh smjh nhi aati,ya baat us andaz me logo tak nhi puhnchati...kahani ki shakal me likhne se baat zyda waziya ho jati hai..
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
MASHAALLAH annu

bohat bohat zabardast
aur haqeeqat hay ye bilkul
likhne ka andaaz characters har cheez perfect hay MASHAALLAH :-bd
keep it up siso
MAY ALLAH bless u AAMEEN :)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ثم آمین
:)شکریہ حور آپا
 
Top