yeh barishein..!!!

  • Work-from-home

786humera

Newbie
Mar 2, 2010
229
97
0
ghar
hm,aap ne barish or khwabon ka acha taaluq jora he.........kwab or woh bhi ek bachi k........lekin itni choti si bachi ka itni mature soch hona mujhe thora ajeeb laga
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
han g..
jb hum chote hote hn to yahi sochte hn k zindgi boht khobsorat hai..har tarf khushiyan or muhabbaten hain woh bachi b yahi sochti thi,.lekin jb woh bari huvi to itne barson me use is bat ka ehsas hota hai k haqeeqat boht mukhtalif hoti hai,jo kale badlon ki tarha hum par barsti hai or humare khawab apne sath baha kr le jati hai..
yahan tk us bachi ki mature hone ki bat hai to khawab to koi b dekh sakta hai kisi b age me..han lekin ye sb realize bad me hota hai,use b bad me hi pata chala k haqeeqat boht mukhtalif or talkh hoti hai jis ka khawabo se koi taluq nhi hota ..

hm,aap ne barish or khwabon ka acha taaluq jora he.........kwab or woh bhi ek bachi k........lekin itni choti si bachi ka itni mature soch hona mujhe thora ajeeb laga
 
  • Like
Reactions: 786humera

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
oohoo..{(doh)}
yahan larai nhi krni..
or wese b larna koi achi bat to nhi..
hai na zee and baharo:)
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

ohh mashaAllah yahan fighting shru hone wali hai.abhi kuch der me bahaar bhi aayengi.maza aayega.:))
Nahi bhayi yahan koi hargiz fasaad nahi barpa hoga..
beadab aur gustakh shaksiyat ko mahfil se kharij kiya jayga.aur waise bhi jabtak tanz o mizah shareek e mahfil na ho wahan ki fiza pur raunakh nahi hoti..
agar koi mustakhil eezarasani ki koshish karta hai to zahir si bat hai k khaak pay e bahaar hoga..;):eek:
Zindagi ki kuch sa'aten pursukoon aur khushiyon k jhokon me guzar jaye to maqdas e hayath ki takmeel ho..
apki araa se bhi mustafeed farmayen mohtaram baradar e azeez arshad..
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~ and Aara'af

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
ohh ye to koi khush aayind baat na hui k koi toofan barpa nahi hoga.naacheez to ye khush fahmi me mubtela tha k ab inqelaab barpa hoga.waise ahqar ko ye pata nahi k kaun be adab hai. jawab ka taalib
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
simply great anaaya....speechless....aage agar kuch likha to hamara mazaq uraya jaega... :s
and lavina...very nice wordings.....
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wah bahar or arshad ap ki guftagu sun kr to muje esa lg rha hai jese ma kisi nawabo or adibon ki mehfil me bethi hon:)
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
thnx
ye ma ne boht special c feelings me likha tha..pehle to ma post nhi krne lgi thi k pata nhi kesi rhe,jo soch kr ma ne likha hai us tarha koi ise smjhe b ya nhi..q k kuch be-tarteeb c lg rhi thi muje.
lekin phir achanak post kr hi di
simply great anaaya....speechless....aage agar kuch likha to hamara mazaq uraya jaega... :s
and lavina...very nice wordings.....
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
sawaan aur bahaar saath saath aate hein...yeh kabhi maine socha nai tha...
jis cheez ki tawaqu aur umeed na ho wahi kabhi ankhon k samne aql ko hairan karti hai,,
ye wo rishtay hain jo banaye nahi jate,ban jatay hain.
kabhi khilkhilati dhoop me barish ka nazara kiya hai.?
ankh macholi khelti suraj ki kirne aur thande hawa k jhonke k sang urti idher udher barish ki boonden aisa khbsurat nazara pesh karte hain k be ekhtyar qudrat ki sana karne ko ji chahta hai..
dhoop,barsat aur bahaar ka sangam bahut kam hi naseeb hota hai..
 
  • Like
Reactions: mirza37

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
Barish ka ek aur rang...

AANKHON KI RIM JHIM KA

suna hoga bohat tum ne ….
kahiN aankhoN ki rim jhim ka
kahin palkoN ki shabnam ka…
parha hoga bohat tumne ….
kahiN lehjay ki barish ka
kahiN sagar ke aansoo ka…
magar tum ne kabhi humdam …
kahin daikhay? kahin parkhay?
kisi tehreer ke aansoo??…!!
mujhe teri judaai ne …
yehi mairaaj bakhshi hai…
ke main jo lafz likhta hooN …
woh saray lafz rotay hain
ke main jo harf bunta hooN …
woh saray bain kartay hain
mere sang is judaai main …
mere alfaz martay hain
sabhi tareef kartay hain …
meri tehreer ki lekin..
kabhi koi nahin sunta …
mere alfaz ki siski…
falak bhi jo hila daalay..
mere lafzoN main hain shamil …
usi taseer ke aansoo…
kabhi daikho mere humdam…
meri tehreer ke aansoo..!!!

wowww .. zabardast...

MashaAllah boht acha likhti hai aap bahaar.... :)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waah Annu wah....bahut khhob...
Abb ye barish ka dusra rukh bhi mulaheza ho...


Ye barishen,ye khunk hawa ye pal pal badalta mausam,kayenaat k haseen rang jab dil me jazb hote hain to sari duniya itni dilkash itni dilfareb lagti hai,dil yunhi dharkne lagta hai,honton se apne ap meethe sur nikalne lagte hain..lagta hai sari duniya mohabaton ki barish me naha gayi hai..andaz bahkne lagte hain..Aisa mahsus hota hai k weerano me bhi bahaar ka basera hai,phoolon ki khilkhilahat hai,har cheez nayi nayi,dhuli dhuli,ujli saaf o shafaaf suraj ki kirne aur barish k sangam me sari duniya khaus e qaza ka sama pesh karti hai,,dil me bhi dhanak rang utarte hain....
ahannn kia baat hay siso

very true :-bd
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukaria siso:)
 
Top