Zindagi mey humarey sath..!!!

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
"Zindagi mey humarey sath chalney wala har shaks es leye nahi hota keh hum thokar kha kar gireen or voh hume sambhaal ley hath thaam kar girney sey pehley ya bazoo khench kar girney keh baad..baaz loog zindagi keh es safar mey humarey sath serf yeh dekhney k lea hotey hain keh hum kab kahan or kesey girtey hain..lagney wali thokar humarey gothnoo ko zakhmi karti hai ya hathoo ko khak,humarey chehrey ko ganda karti hai ya kaproo ko..."


from "THORA SA ASMAAN"
UMERA AHMAD
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukaria.......!!!
 

786humera

Newbie
Mar 2, 2010
229
97
0
ghar
ji baat to bilkul theek he lekin dekhiye kon nahi girta,,,,or maze ki baat tamasha dekhne wale dekhte dekhte kabhi khud bhi thokar kha kar gir jate hen,,,,,,,,,,sochne ki baat ye he k girne k baad uthne men kitni jaldi karni he ,,,,,,,,,,wese shukrya,,,,,maloomat men izafa hua
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
han g..
tamasha dekhne wale b to adam-khaki hote hn na..woh b kabi b kahen b gir sakte hn,lekin behtareen insan to woh hota hai jo gir kr sambhal jye,andhiyan,tofan or musaib to zindgi ka hisa hote hn..ALLAH jb kisi insan ko girata hai to Woh us ki azmaish krta hai ..ye azmaishen yahan hume Allah k qareeb krti hn wahan hume boht se khud garz logo se door b..Allah hum sb ki zindgiyon me aasaniyan peda kre
ameen
ji baat to bilkul theek he lekin dekhiye kon nahi girta,,,,or maze ki baat tamasha dekhne wale dekhte dekhte kabhi khud bhi thokar kha kar gir jate hen,,,,,,,,,,sochne ki baat ye he k girne k baad uthne men kitni jaldi karni he ,,,,,,,,,,wese shukrya,,,,,maloomat men izafa hua
 
Top