bore to nahi ho raha hon laikin tired bahot ziada ho raha hon.itne sawalon k jawab dete dete.laikin accha bhi mahsoos ho raha hai.aap thoda rest lekar sawal poochtin kyunke aapko koi peoblem nahi hai aapke sawal saare default hain.2,3 saal puraane jisse main janta tak nahi unke naam likhe hain yahan.aaraf bro bore to nai ho rahay na interview may?
sahih kaha sajid bhai.kuch naye naam add kartin ye jaise hm bhai ya aaraaf ya fir mohdbinqasimWo tu bore nahi ho raha madam laikin ma bohat tung aa gaya hoo app k in questions say , kuch naya lao
dekho na nelli ek aap hi ho jo apne bhai ka qayal rakhti ho.aray saaaaaaaaaaaaaaans tou le lene do bhai ko abi pichle itne questions pending hain, un k jawab tou diye nai aur aap aur sawal pooch re ho({kopping)}
nahi nelli main bachpan se bahot khamosh mizaj hon.koi shararat nahi karta tha laikin mere baad wali bahan se larta bahot tha.hum dono ek dosre ko bahot ziada marlete thei.hansi aati hai aaj in baton ko jab main yaad karta hon to.aur isi wajah se baba k maar bhi bahot khaya karta tha.last pitaayi kab hui wo to sahih se yaad nahi hai aur kis wajah se hui thi ye bhi yaad nahi.laikin hui zaroor thi waise aap meri dhulaayi se itna khush kyun horahi hain haha nelloooobro, bachpan main aap kitni aur kesi shararten karte the? aur abba jee se hui koi last pitai yaad ho to share kar den, with reason k kyun dhulayi hui thi?{(dancing)}
nahi nelli main bachpan se bahot khamosh mizaj hon.koi shararat nahi karta tha laikin mere baad wali bahan se larta bahot tha.hum dono ek dosre ko bahot ziada marlete thei.hansi aati hai aaj in baton ko jab main yaad karta hon to.aur isi wajah se baba k maar bhi bahot khaya karta tha.last pitaayi kab hui wo to sahih se yaad nahi hai aur kis wajah se hui thi ye bhi yaad nahi.laikin hui zaroor thi waise aap meri dhulaayi se itna khush kyun horahi hain haha nelloooo
accha kia k aapne jaldi se poochlia badi muhskil se aaya hai ye sawal mind me warna kahin gum hojata.ummmmm, meray mind main bhi aak quesion aa hi gya main nay socha jeldi jeldi poch lon kaheen Gum na Ho jaye.
Q: aap ka koi nick name hay...? ager nahi tu Bachpan main kis nick se pukara Jata tha..?
apna koi yaad'gar safr share kren?apna koi yaad'gar safr share kren?
kis shakhsiyat ko humesha apne sath rkhna chahte hain?
gusse me kis ka sar phorne ko ji chahta hai?
skol me kitni dafa teachers se maar khai?
agr koi musalsal ghore to apka reaction kya ho ga?
kismat ka humari zindgi me kya role hota hai?
ap kis se ab tak kafi mutasir huve hain?
ap jhoot kb bolte hain?
apne bare me 1 bat jo logo se boht sunne ko milti hai?
kis had tk kisi par etimad(trust) kr leti hain?
ese log jin k zahir aur batin me boht farq ho,jo khud ko show boht acha karte hon lekin andar se aur hon to ese logo k sath kesa salook karna chaheye?
skol life ki koi maze ki yaad ya shararat?
agar koi ap se kahe k falan banda apki buraiyan kar raha hai to kya reaction ho ga?
kabi kisi ko thapper mara? ya kisi ne apko ?
ap kisi b insan ko kese judge krte hain?
Achaaaaaaa nick hay..! {(dancing)}
accha kia k aapne jaldi se poochlia badi muhskil se aaya hai ye sawal mind me warna kahin gum hojata.
mera koi nick to nahi tha bachpan me laikin mujhe aksar ghar me ya bahar dost ashu kahkar pukarte thei.
ap jhoot kb bolte hain?apna koi yaad'gar safr share kren?
kis shakhsiyat ko humesha apne sath rkhna chahte hain?
gusse me kis ka sar phorne ko ji chahta hai?
skol me kitni dafa teachers se maar khai?
agr koi musalsal ghore to apka reaction kya ho ga?
kismat ka humari zindgi me kya role hota hai?
ap kis se ab tak kafi mutasir huve hain?
ap jhoot kb bolte hain?
apne bare me 1 bat jo logo se boht sunne ko milti hai?
kis had tk kisi par etimad(trust) kr leti hain?
ese log jin k zahir aur batin me boht farq ho,jo khud ko show boht acha karte hon lekin andar se aur hon to ese logo k sath kesa salook karna chaheye?
skol life ki koi maze ki yaad ya shararat?
agar koi ap se kahe k falan banda apki buraiyan kar raha hai to kya reaction ho ga?
kabi kisi ko thapper mara? ya kisi ne apko ?
ap kisi b insan ko kese judge krte hain?
mashaAllah aapka question aahi gaya.chalen badi khushi hui.My q is
app tafreeh mela kase join kya matlab is site ka app ko kase bta chala tha
mashaAllah aapka question aahi gaya.chalen badi khushi hui.
mujhe saviou ne bataya tha iske taaluq se aur mujhe join karne keliye kaha tha tab se ek aur diamond ka izafa hogaya tm me.