ab main aap se kia kahun,,ikhtalaf maine to nhi phailayaacha muje aik baat batao... ap keh rahin yeh faraz nahi hai.. esay ulma hain jo quran hadith se yeh faraz sabit kartay hain or uss ko zaroori samjtay hain... to phir yeh ikhtillaaf kyun hai.. kia woh orotain jo moon nahi chupati un ko azam milay ga.. ap ne lagta hai star wali video nahi dekhi... jis main woh keh rahian kay moon hi saray fasad ki jarr hai..
maire paas kuch videos hain jin k mutabiq farz nhi
par ye koi aisa masla nhi jis pe itni behas ho,,,jo karna chahte hain wo kar lain harj bhi kia hay
maira ab tak ye manna hay k farz nhi is k bawajood main karti hun,,to us se kia farq parta hay k main ye sochun k mukhalif team k dars ko follow kar rhi hun
itna bhi kia bigarna kisi baat ko!