yr tooba jb ap janti hain ke ANP or baqi bhatta khor kam nahi to phir sirf MQM per hi tanqeed kyun?hamaray ilaqay jamsahed towm mqm ka gharh hay...i know anp,or baqe batta khor b kuch kum nae..lakin jin ka pata hay wo bata rahe ho...koe suni sonaye baat nae...kud hum pay beete hay to he bata rahe ho..or ha mqm kia hay?q hay?ye tum say behtar koe nae bata sakta...ha agar parda dalna chaho to alag baat hay...
MQM ke logon ka apko pta hai to apne bta dya ANP or baqi bhata khoron ko b to ap janti hain phir unka kyun nhi batati?
or jahan tk ap pe beetne ki baat hai to aap to pathan haina or pathan or mqm ki dushmani ke bare main pura karachi janta hai to aap apne dushman ki tareefen to krne se rahin buraiyan hi krengi na
lekin baat ko munsifana dekhna chahiye na ke pathanon ki parties ne karachi ki kitni khidmat ki or MQM ki party ne karachi ki kitni khidmat ki
maine oper MQM ki party ki khidmaat batayin hain
aap pathaanon ki party ki khidmaat batayen plz