Asslamualakum,iss thread main hum sab barray barray adeeb aur mufakar banain ge aur apnay apnay aqwal paish karain,sab zara funny type k aqwal share karain,
Abidi k kuch aqwal:
¤andheray main kabi roshni na karo,iss se andhera khatam ho jaaye ga.
¤subha uth kar 1 dafa phir so jana chahyay,iss se dimagh taro taza rehta ha.
¤hamesha apnay baray main sochna chahyay ,2sron k baray main sochnay se waqt zaya hota ha.
¤jab kisi shadi main shreek ho to chamchon aur plaiton par gehri nazar rakha karo k akhir yehi museebat k waqt kam aatay hain.
¤wohi insan kamiyab hota ha jo hamesha apnay pait aur dusron ke jaib k baray main sochta ha.
(baqi kuch baad main share karun ga)
@Hoorain @Maheen_Hassan @Nelly @fareena_01 @ChoCo @sherry2112 @HuriYa @Toobi @Asheer @Iceage-TM