LOLLLLL .... Mazak mazak hota hai tum nay kiya toh phr saamnay mene bhi jawab diya Ab agar u ko batameezi lagi toh is mien u ka kuch nhn kar sakta .... Ab u kiya chahti ho tum mazaq karo aur phr me mazaq karu toh tum bura maan kar gussa krnay lago aur me tumhay sory sory karnay lagu madam Aisa nhn hota mazaq kiya toh phr saamnay kaisa bhi jawab aasakta hai tayar raha karo ...larae to ye hy hi nhi nd scond ye mazak or bdtamzi me faq hota hy shyd or me yahan na to dushmni paalny ae hun na hi larny i hun mazak bhi limt tak hi acha hota hy and @kingnomi agar ap waqi mazak kr rahy thy to shyd mery gussa hony py aap ka jwb kuch or hota mujh me bilkul mazak sehny ki hmat hy but mis behaving ki nhi ek simple si baat hy thandy hoky socho