Topic : Parda

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
sahi hai likin dimag ka parda sahi hona chahiye close minded wala parda nhi
what you think?
arry betaaa
dimag ko pardy myn rkhogi to sochogi kysy ???
ab tum aur hum jysy lazy insan jo tea peeny k baad 1 cup tk dho k nhi rkh skty wo baar baar dimag ka parda ksyy utha skty hyn? :)
wo b tab jab dimag uppr ki manxil py ho ...
bar bar parda uthany k liye hum haath uthayengy to dar hy k k hmary bazuon myn b drd na nikl jye :(
sab baato ka deehan rkhna prta hy na beta :)
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
dekho fahad yaha topic parda hai tou please bhain ( yourself) ki baatain yaha na karo
shair share karo about parda
yeh bracket main apne yourself kyun likha?
myself likhte hoye sharm arhi thi? or jao main nhi suna rha koi shair jo krna hai krlo
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
haan dimagh per apka control hota hai chahen positive soch len chahen negative pr dil pr control nhi hota wahan khayalat khud paida hote hain jabke dimagh main khayalat paida kye jate hain to pehli surat to yehi hai ke hum ache khayalat paida karen uske bad agar shetan ke behkawe pr ya ankhon ki be pardagi ki wajah se kuch nazr aye or bure khayalat paida hon to hum zuban or amaal pr control karen
khayalat bhi tou dimag k pardey se hokar dilke pardey mai jaty hai na?
 
kyunki baat tumhari ho rhi thi
aur pardey k barey mai baat karne se tume kya problem hai
tume kisi ne kaha k parda karo kya?? :mad:
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
hmmm ek aur saawal
hum dil aur dimag ko jitny b prdo myn rkh lyn ..bury khiyal to aaty hyn ...
phr pardy ka faida?? hum is pardy ko kysys sahi mai'no myn prda bna skty hyn?
haan dimagh per apka control hota hai chahen positive soch len chahen negative pr dil pr control nhi hota wahan khayalat khud paida hote hain jabke dimagh main khayalat paida kye jate hain to pehli surat to yehi hai ke hum ache khayalat paida karen uske bad agar shetan ke behkawe pr ya ankhon ki be pardagi ki wajah se kuch nazr aye or bure khayalat paida hon to hum zuban or amaal pr control karen
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
khayalat bhi tou dimag k pardey se hokar dilke pardey mai jaty hai na?
jee nhi dil ke khayalat alag hote hain or dimagh ke khayalat alag hote hain
dil or dimagh ki jung nhi hoi kabi tumhare andar?
jb ap koi ghalt kaam krte ho to chori krne ka khayal to apke dimagh main ajata hai per dil ghabra rha hota hai or rok rha hota hai is type ki koi situation paida nhi hoi u ke andar? or agr nhi hoi to u jaan lo u ek bhens ho
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
aapka mtlb humyn dil aur dimag k beech ek parda gira dena chahyea??? patthar ka parda??? k ye dono aapas myn phr kbhi lar na payen ??
wysy @Fa!th ghlt to nhi hy na ..agr dil aur dimag k beech patthar ka parda gira diya jye ?:s
@Muskaaan kiya kehti ho tum ?
jee nhi dil ke khayalat alag hote hain or dimagh ke khayalat alag hote hain
dil or dimagh ki jung nhi hoi kabi tumhare andar?
jb ap koi ghalt kaam krte ho to chori krne ka khayal to apke dimagh main ajata hai per dil ghabra rha hota hai or rok rha hota hai is type ki koi situation paida nhi hoi u ke andar? or agr nhi hoi to u jaan lo u ek bhens ho
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
hmmm ek aur saawal
hum dil aur dimag ko jitny b prdo myn rkh lyn ..bury khiyal to aaty hyn ...
phr pardy ka faida?? hum is pardy ko kysys sahi mai'no myn prda bna skty hyn?
rubiiiiiiiiiiiiii dil main khayalat khud ba khud paida hote hain us pr hamara control nhi
lekin dimagh ke khayalat hum khud sochte hain or us pe hamara control hai
to jis cheez per hamara control hai us cheez ko hum parde main kaise nhi rakh sakte? ya change kaise nhi kr sakte ya khatam kaise nhi kr sakte?
han dil pr control nhi to woh to hazrat adam aleh salam b nhi kr paye the or woh jannat main us phal ko kha bethe the jiska Allah ne unhe mana kya hoa tha
 
  • Like
Reactions: Rubi

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
jee nhi dil ke khayalat alag hote hain or dimagh ke khayalat alag hote hain
dil or dimagh ki jung nhi hoi kabi tumhare andar?
jb ap koi ghalt kaam krte ho to chori krne ka khayal to apke dimagh main ajata hai per dil ghabra rha hota hai or rok rha hota hai is type ki koi situation paida nhi hoi u ke andar? or agr nhi hoi to u jaan lo u ek bhens ho
hui hai likin mere kehne ka matlb yeh tha k dimag k zariye dil k pardey k ander baatain jati hai
phir wahi dono dil aur dimag agree aur disagree karty hai
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
agr dil par hmaraa control nhi to hum usy pardy myn b qn rkhyn phr ??
jb wo hmary seeny myn ho k hmary bas myn nhi aa skta ..to jaye jo mrxi kry
hum qn usko prdy myn rkh kr usky achy bury ka khiyal kryn ?
rubiiiiiiiiiiiiii dil main khayalat khud ba khud paida hote hain us pr hamara control nhi
lekin dimagh ke khayalat hum khud sochte hain or us pe hamara control hai
to jis cheez per hamara control hai us cheez ko hum parde main kaise nhi rakh sakte? ya change kaise nhi kr sakte ya khatam kaise nhi kr sakte?
han dil pr control nhi to woh to hazrat adam aleh salam b nhi kr paye the or woh jannat main us phal ko kha bethe the jiska Allah ne unhe mana kya hoa tha
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
aapka mtlb humyn dil aur dimag k beech ek parda gira dena chahyea??? patthar ka parda??? k ye dono aapas myn phr kbhi lar na payen ??
wysy @Fa!th ghlt to nhi hy na ..agr dil aur dimag k beech patthar ka parda gira diya jye ?:s
@Muskaaan kiya kehti ho tum ?
dil or dimagh ke gird ek hi parda girta hai rubi or woh parda nafs ka hota hai phir na dil ki baten samjh arhi hoti hain or na dimagh ki insan sirf wohi krta hai jo uska jee krta hai jis insan ke dil or dimagh main jung nhi hoti na uska dil b murda hota hai or dimagh b
 
Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
aapka mtlb humyn dil aur dimag k beech ek parda gira dena chahyea??? patthar ka parda??? k ye dono aapas myn phr kbhi lar na payen ??
wysy @Fa!th ghlt to nhi hy na ..agr dil aur dimag k beech patthar ka parda gira diya jye ?:s
@Muskaaan kiya kehti ho tum ?
wahi tou agar pathar ka parda ghir jaye tou how come they both will work
they can be suffocated :-?
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
to jb dimag apni baatyn dil ko bhyjta hy ..dil apna parda e na uthaya kry ..simple :)

Top