Chlo tm kehty ho to maan liya
such he hai ab tu yaqeen bhi howa ku k tumhain karwa lag raha hai
such he hai ab tu yaqeen bhi howa ku k tumhain karwa lag raha hai
tum ne man liya na
ye lo ab shareef bhi add howaHan
Main masoom + shareef hu na
Xyada behes ni psnd mjhy
ye lo ab shareef bhi add howa
thori dair or behs ki tu or pata nahi kya kya add kar lena hai Rubi Dubi
darna tu banta hai 2 words k pichy ka soch karDaro mat..Bas yehi 2 words mjhy define krrhy hyn filhaal
darna tu banta hai 2 words k pichy ka soch kar
main ne tu kuch bola he nahiMatlab?
Dekho bachaw..hum badi seedha bndi hyn humko ye ghooma phira k ki huin baatyn smjh ni aatin
main ne tu kuch bola he nahi
samjhne ki kosish na karo pehly he dimagh nahi hai jo hai wo bhi Ahaam ho jana
tum pehly clear karo bandi ho ya banda Abhi tum ne apna naam Einstein batayaHan ..isi liye to kaha sedhi bandi hu .. Einstein
tum pehly clear karo bandi ho ya banda Abhi tum ne apna naam Einstein bataya
mera Inna acha naam hai Einstein kud tum he ^_^Einstein tumhyn kaha
mera Inna acha naam hai Einstein kud tum he ^_^
tu main kon sa nakam hun kam se kam us se achy hair hain mereLah...itna to kamyaab bnda tha wo
tu main kon sa nakam hun kam se kam us se achy hair hain mere
ALLHAMDULILLAH us se tez haiHahah and what about dimag?
ALLHAMDULILLAH us se tez hai
wo alag bat hai show nahi karta
nazar na lag jaye
nahi mujhe tumhari qurbani nahi chaiye Rubi dubiUff tumhari smartness py ek kala kawwa qurbaan