Bahot Sahi Kaha aap Ne @Shiraz-Khan
4. Paisa.. Zindagi Ki Aik Eham Zaroorat.... Is Ki Kitni Ehmiyyat Hai Aap Ki Nazar MeiN?
*Paisa meri nazar mey na ziada ho na kam ho kisi k pas.. bcz nashukra hojata insan agar ziada hu.. or kam ho tu aqeeda taq chala jata hey.. mere samne tab ehmiat he k ghar walo k kharch k sath sath Allaah ki raah me b kharch kare or aisa kharch kare k marne k baad b logo ko us k maal sey faeda hota rahey or wahan is ki naikiyun mey izafa hota rahey
Lakin aqeeda Wali Baat Ko Zara Tafseeli Bata Dijiay Taa K Jaan PayeN K Hum Wohi Samjh Rahay HaiN Jo Aap Keh Rahay HaiN.