Assalamu Alaykum Wrwb
kaise hain sab mohtarmeen?
kal ghar me kuch mazedaar pakwan bane the waise to roz hi bante hain lekin aaj soche k aap sab k sath share kiye jaeyn balke dekhne ki dawat di jaye
to ye rahe aap sab ki khidmat me
Oats ka shorba
Haleem (asal me ye naam iska sahi nahi iski wazahat kabi kisi thread ki shakal me karenge in sha Allah )
Biryani
dekh kar taste karne par kaisa laga zaroor batana