ab kyun aankheN phaar k dekh rahay hain...... aap k dil ki khvahish ko hi to alfaaz diay hain hum ne bhai
ab kyun aankheN phaar k dekh rahay hain...... aap k dil ki khvahish ko hi to alfaaz diay hain hum ne bhai
kaunsa masla?naam lene se hum thori naraaz hotay hain bhai....
to hum bulatay hain balkay nishanay par rakh rahay hain k @saviou mohtram aa kar is ghambheer maslay k baray izhaar e khyaal karen.
hahaha mgr main ne to aisa kuch nahi kahaab kyun aankheN phaar k dekh rahay hain...... aap k dil ki khvahish ko hi to alfaaz diay hain hum ne bhai
shadi shuda ko lejiye na jesy keh nahi yaar agar naam lunga to pher aap naraz ho jaengi
buhut hi decent buhut hi muhazzib buhut hi qable ehtiraam or intihaai pasandeeda shakhsiat hain wo
yeh kaha tha na... aur hum aap ka ishara samjh k hi to @saviou mohtram ko zehmat diay thay.hahaha mgr main ne to aisa kuch nahi kaha
ساری دنیا کے شادی شدہ مرد مل کر بھی اس شخص کا شکریہ ادا نہیں کر سکتے@saviou
جس نے پانی گرم کرنے والا گیزر ایجاد کیا۔
to bas tasawar kar lijiay na k aap k ghar mein hai geezerohhh to geezer har ghar me thori na hota hai?
hahaha saheeh kaha aap neohhh to geezer har ghar me thori na hota hai?
takhayyulaati geezar hahahahato bas tasawar kar lijiay na k aap k ghar mein hai geezer
lakin tasawar to kar saktay hain na k aik farzi geezer hai un k gharhahaha saheeh kaha aap ne
haan... tabhi to woh apnay khyalaat bta paayen gay na.takhayyulaati geezar hahahaha
haan to?to bas tasawar kar lijiay na k aap k ghar mein hai geezer
to btaaiay k iss se shadi shuda mard kis liay geezer ejaad karne walay ka shukria ada karne nahi thakein gay?haan to?
wo mard shukriya adaa karenge jin par zabardasti thande pani ki mehnat dali jaati hoto btaaiay k iss se shadi shuda mard kis liay geezer ejaad karne walay ka shukria ada karne nahi thakein gay?
Jazak Allah Khair.wo mard shukriya adaa karenge jin par zabardasti thande pani ki mehnat dali jaati ho
behre haal ghar k kamon me hath batana achi baat hai agar apke paas waqt ho to
kyun k is se muhabbat barhti hai aur zindagi sukoon o itmenan se guzarti hai
inaam hame bhi bhijwadenaJazak Allah Khair.
@muttalib bhai... achay se apnay pallu se baandh lijiay yeh baat.... aur amal bhi kijiay ga .
aur haan nikaaliay humara inaam... sahi banday ko nishana laganay par.
inaaam sahi nishanay ka tha na k sahi javab kainaam hame bhi bhijwadena
sahi jawab na milta to phir nishana bhi to bekaar jaata?inaaam sahi nishanay ka tha na k sahi javab ka
hum ne khoob taaak k lagaya tha nishana........ kaise sahi javab na milta... apne nishanay par bhi etmaad tha aur aap ki zehaanat par bhi.sahi jawab na milta to phir nishana bhi to bekaar jaata?