main appa ki bat nahin samjha . laikin mera khyal hai allah nain quran main kaha hai main madad karnay wala hon. allah app ki sehrag say bhi qareeb hai wo zaroor app ki madad karay ga.agar app ye kehtay hain kay allah tab tak madad nahin karta jab tak koi sifarish na karay to ye allah par buhat bari tuhmat hai.