Idea اسلامی اخلاقیات

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

arifmaqsood1125

Regular Member
Jul 13, 2012
128
177
43
Karachi
Islami Ikhlaqiaat main aisa kia unique hoga jo baki sections may cover nai kia ja sakta?
Youn to Ikhlaqiat ka mafhoom tamam aumaal sy motaliq hota he magar Ikhlaqiat aur degar topic me farq ISLAHE AMMAL aur ISLAHE NAFS ka he, Ikhlaqiat brahe rast SHAKHSI TAMEER se behas kertin hain, insaan ky BAATANI AOSAF KI TASHREEH, KIRDAR KI TAFHEEM, MOSALAN KI BA-TAOURE MAZHAB E ISLAM "TASHKHEES ky liye zrori aur alahda mozoun he, Wallaho Aalam
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca

Allah o Akbar !!
Good Luck @RedRose64
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada

wow aj itnay dayz baad salees urdu parhne ko mili.. okay agar may galat nai to ye ap ne Ikhlaqiaat ki definition bata de ha.. main ne ap se ye pocha ha k is section may aisa kia post karne walay hain jo baki sections may cover nai ho sakta? .. coz TM pay BECOME COLUMNIST, ARTICLE, ISLAMIC SECTION etc hain jin may easily ikhlaqiaat k topics cover ho saktay hain..
 
arifmaqsood1125

Regular Member
Jul 13, 2012
128
177
43
Karachi
i hope so neechay bhai nay jo urdu likke hay wo samaj ajaye u ko:p
Allah o Akbar !!
Good Luck @RedRose64
wow aj itnay dayz baad salees urdu parhne ko mili.. okay agar may galat nai to ye ap ne Ikhlaqiaat ki definition bata de ha.. main ne ap se ye pocha ha k is section may aisa kia post karne walay hain jo baki sections may cover nai ho sakta? .. coz TM pay BECOME COLUMNIST, ARTICLE, ISLAMIC SECTION etc hain jin may easily ikhlaqiaat k topics cover ho saktay hain..
ارو ہی لکھی ہے فارسی یا عربی نہیں
میں نے اخلاقیات کی کچھ خصوصیات لکھی تھیں
جہاں تک کور کرنے نہ کرنے کی بات ہے تو ایسے اور بھی سیکشن ہیں جو دوسرے سیکشن میں کور تو ہو ھو جاتے ہیں مگرانھیں اگر علیحدہ سیکشن میں تشکیل نہ دیا جاتا تو وہ نمایاں نہیں ہوتے، اسیے ہی اخلاقیات ہیں کسی سیکشن میں کور تو ہو جاءیں گے مگر نمایاں نہیں ہو پاءیں گے، مثلا ارکان اسلام اگرچہ حدیث والےسیکشن میں کور ہوتے ہیں مگر چونکہ اس میں مستقل عنوان نماز روزہ حج زکوۃ موجود ہیں تو اسے آپ لوگوں نے الگ سیکشن بنا کر نمایا کر دیا اسے ہی اخلاقیات ہے جو باقاعدہ اور مستقل موصوع رکھتا- ہے مثلا اخلاص، تواضع، صبر، شکر، احتساب، توکل، عزم، انصاف، حیا، امانت، صدق وغیرہ
لاءٹ جانے کا ٹاءم ہو رہا ہے ورنہ اخلاقیات کی تعریف بھی ذکر کر دیتا ابھی
[DOUBLEPOST=1345356364][/DOUBLEPOST]ارو ہی لکھی ہے فارسی یا عربی نہیں
میں نے اخلاقیات کی کچھ خصوصیات لکھی تھیں
جہاں تک کور کرنے نہ کرنے کی بات ہے تو ایسے اور بھی سیکشن ہیں جو دوسرے سیکشن میں کور تو ہو ھو جاتے ہیں مگرانھیں اگر علیحدہ سیکشن میں تشکیل نہ دیا جاتا تو وہ نمایاں نہیں ہوتے، اسیے ہی اخلاقیات ہیں کسی سیکشن میں کور تو ہو جاءیں گے مگر نمایاں نہیں ہو پاءیں گے، مثلا ارکان اسلام اگرچہ حدیث والےسیکشن میں کور ہوتے ہیں مگر چونکہ اس میں مستقل عنوان نماز روزہ حج زکوۃ موجود ہیں تو اسے آپ لوگوں نے الگ سیکشن بنا کر نمایا کر دیا اسے ہی اخلاقیات ہے جو باقاعدہ اور مستقل موصوع رکھتا- ہے مثلا اخلاص، تواضع، صبر، شکر، احتساب، توکل، عزم، انصاف، حیا، امانت، صدق وغیرہ
لاءٹ جانے کا ٹاءم ہو رہا ہے ورنہ اخلاقیات کی تعریف بھی ذکر کر دیتا ابھی[DOUBLEPOST=1345358744][/DOUBLEPOST]
اخلاق خُلُق کی جمع ہے جس کے معنی ہیں عادت، طبیعت، مروت {المنجد} اخلاق اچھا بھی ہوتا ہے اور برا بھی، حسن خلق اور بد خلق لیکن عام طور پر اخلاق کا استعمال خلق حسن کے لیے ہوتا ہے، جیسے کہا جاتا ہپے فلاں شخص بڑا با اخلاق یا خوش خلق ہے "یعنی اچھی خصلتوں کا مالک ہے
اخلاق کی تعریف
نفس کی وہ حالت راسخہ جس سے اچھے یا برے افعال صادر ہوں بغیر کسی غور و فکر کے۔ یعنی اچھائئ یا برائئ کی وہ عادت جو آدمی کے اندر راسخ ہو چکی ہو اور قصد و بلا قصد اس کا صدور ہوتا رہتا ہو۔ یا اس کو یوں سمجھیں کہ آدمی کہ طبیعت میں جو بات بیٹھ چکی ہو اور بلا تکلف اس کا صدور ہوتا ہو وہ اخلاق ہے تو جو خوش خلق ہو اس سے خوش خلقی ہی کا صدور ہوگا ایسے ہی جو بد خلق ہو اس سے بد خلقی ہی صادر ہو گی مگر یہ کہ اسے اخلاق حسنہ کے اظہار کے لیے تکلیف اٹھانی پڑے تب اچھی بات کہہ سکے واللہ اعلم
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
TM p ikhlaqiyat kahin bhi nahi hain...Na islamic section na hi aam threads me..
Freedom of speech is our right Brother..So yahan par koi bhi kisi ko bhi jo chahe bol sakta hai..
Azaaadiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii...kisi ki bhi hatak kardo,insult karo chalte phirte nazar aao koi puchnewala nahi yahan..Koi bhi kisi par bhi ungli utha sakta hai kisi ko bhi nishana bana sakta hai..kisibhi tarha ki na insaafi kar sakta hai..Humare desh azaad aur hum bhi har baat me azaad..
han Admin jab chahe kisi ki bhi post apni marzi se edit ya delete ya Restore kar sakte hain wo bhi wthout reason..
 
mughe samjh nai aa rahi yahan pay aisa reply karne ka kia maqsad tha? freedom of speech ka bhoot extra ap sab k dimag pay sawar ho gaya ha..
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Jo baat sach hai usay Qubool karlena chahiye RR siss...
Baat karwi hoti hai lekin hume accept karni paregi..
Aur bhoot ki baat hai na churail ki...Kya yahan koi ikhlaqiyat hain?batayen aap?
Mere reply me ap hi k banye hue rules ka zikr hai..
Aur jab Freedom of speech ka rule bana hi diya to phir ye batayen k ye rule kis k liye bana hai?
aur kis maqsad se bana hai?
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
i dont know ap kia keh rahein hain.. freedom of speech k rule ko itnaaa time ho gaya ha.. ap ko abhi is pay behs karna kio yaad aa gai.. jab sab clear kar rahi hoti hoon tub koi baat kartin nai ap.. yahan public may phir is type ki behs ka kia matlab loon?
 
~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Public se kya murad sisss?..private me baat karo tab bhi aaplogon ki khamoshi barqar hai na..
aur meine kab kuch clear nahi kiya...
Mei Ramzan k ehteram me sabka khyal kiya aur apni aur sabki ibadaton ko malhooz rakhte hue kabhi koi bahes nahi ki..aur abb bhi mei apse bahes nahi karahi hun..puch rahi hun k Freedom of speech se kisko kya faida hua?
rule ko apply hue chahe kitna bhi time ho ye sochen aur dekhen k ye TM k liye nukhsan hai ya Faidamand?Aur aapne pichlay chand dinose dekh hi liya hoga k TM me kya horaha hai?abb ye mat mujhse puchiyga k kya maqsad hai iska?aplog plzz jab rules banate ho to phir sab p kyun nahi apply karte?ya phir ye kyun rule me nahi add karte k Bahaar ye apke liye nahi hai...Ill def agree wth that..
 
arifmaqsood1125

Regular Member
Jul 13, 2012
128
177
43
Karachi
mughe samjh nai aa rahi yahan pay aisa reply karne ka kia maqsad tha? freedom of speech ka bhoot extra ap sab k dimag pay sawar ho gaya ha..
Jo baat sach hai usay Qubool karlena chahiye RR siss...
Baat karwi hoti hai lekin hume accept karni paregi..
Aur bhoot ki baat hai na churail ki...Kya yahan koi ikhlaqiyat hain?batayen aap?
Mere reply me ap hi k banye hue rules ka zikr hai..
Aur jab Freedom of speech ka rule bana hi diya to phir ye batayen k ye rule kis k liye bana hai?
aur kis maqsad se bana hai?
Bahaar bhai!
ap ne islam section ko teak terhan visit nahi kia hoga, aur agar yahn tafrehan hoti bi hon magar her koi tafreh k liye nahi use ker raha, khair ap yahan ayein hain to ek baat pe ghoar kerain

الَّذِينَ يَسْتَمِعُونَ الْقَوْلَ فَيَتَّبِعُونَ أَحْسَنَهُ ۚ أُولَٰئِكَ الَّذِينَ هَدَاهُمُ اللَّهُ ۖ وَأُولَٰئِكَ هُمْ أُولُو الْأَلْبَابِ
Who listen to speech and follow the best of it. Those are the ones Allah has guided, and those are people of understanding.

جو بات کو سنتے اور اچھی باتوں کی پیروی کرتے ہیں۔ یہی وہ لوگ ہیں جن کو خدا نے ہدایت دی اور یہی عقل والے ہیں
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bahaar bhai!
ap ne islam section ko teak terhan visit nahi kia hoga, aur agar yahn tafrehan hoti bi hon magar her koi tafreh k liye nahi use ker raha, khair ap yahan ayein hain to ek baat pe ghoar kerain

الَّذِينَ يَسْتَمِعُونَ الْقَوْلَ فَيَتَّبِعُونَ أَحْسَنَهُ ۚ أُولَٰئِكَ الَّذِينَ هَدَاهُمُ اللَّهُ ۖ وَأُولَٰئِكَ هُمْ أُولُو الْأَلْبَابِ
Who listen to speech and follow the best of it. Those are the ones Allah has guided, and those are people of understanding.
جو بات کو سنتے اور اچھی باتوں کی پیروی کرتے ہیں۔ یہی وہ لوگ ہیں جن کو خدا نے ہدایت دی اور یہی عقل والے ہیں
brother mei apka bhayi nahi bahen hun..
Mei yahan tafreeh ki baat nahi mei bhi Ikhlaqiyat ki bat karahi hun bhayi..
Ji Ji shayed nahi dekha hoga bhayi..aap abhi aye ho na to acchi tarha jayzaa lelen islamic section ka..
Ji haan mei apki baat se mutafiq hun..taleemat e Nabavi swww se jo acchi tarha waqif hoga wo kabhi ikhlaaq se giri hui bat nahi karega..
 
arifmaqsood1125

Regular Member
Jul 13, 2012
128
177
43
Karachi
brother mei apka bhayi nahi bahen hun..
Mei yahan tafreeh ki baat nahi mei bhi Ikhlaqiyat ki bat karahi hun bhayi..
Ji Ji shayed nahi dekha hoga bhayi..aap abhi aye ho na to acchi tarha jayzaa lelen islamic section ka..
Ji haan mei apki baat se mutafiq hun..taleemat e Nabavi swww se jo acchi tarha waqif hoga wo kabhi ikhlaaq se giri hui bat nahi karega..
Sister, mauzrat me ne teak terhan se nahi dakha
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
brother mei apka bhayi nahi bahen hun..
Mei yahan tafreeh ki baat nahi mei bhi Ikhlaqiyat ki bat karahi hun bhayi..
Ji Ji shayed nahi dekha hoga bhayi..aap abhi aye ho na to acchi tarha jayzaa lelen islamic section ka..
Ji haan mei apki baat se mutafiq hun..taleemat e Nabavi swww se jo acchi tarha waqif hoga wo kabhi ikhlaaq se giri hui bat nahi karega..
Ikhlaqiyat or Freedom of speech(FOS) ka apas may koi link nahi... FOS say ap ko right milta hai apne bat kehne ka or ilkhlaqiat wo hain jo ap apne gher say sikhte hain na k TM par.
FOS har insaan ka haq hai TM par bhi or daily life may bhi, or Ikhlaqiat ka istemal karte howay insaan apni bat kehta hai.. Hum(management) kissi k bat karnay ka style nahi change kar sakte hain or na to souch...
I m visiting TM everyday ever since its been created, and Alhamdulilah tamam users k ikhlaq bahut achay hain. Albatta kuch users k khilayat say kuch user muttafiq nahi hote ... or jab aysa hota hai to phir human nature us ka ikhlaq to kia us ki shakal bhi pasand nahi karta... So there is nothing can be done about it.

IF you have specific complain then either create a new thread or start a conversation with admins. We would be more than happy to assist you as we have always done.

Regards,
 
Status
Not open for further replies.
Top