2 Lines Poetry !!

  • Work-from-home

p3arl

Down to Earth ~_~
Super Star
Jan 30, 2010
5,258
1,308
1,013
Karachi
Chalo apni muhabbat sabhi ko baant aain. . !
Har ik pyar ka bhooka dikhai deta hai. . !

Chupa k dil mein ghamo’n ka jahaan baithay hain. . !
Tumhari bazm mein hum be-zubaan baithay hain. . !

Charagh bujhty rahy aur khuwab jaltay rahy. . !
Ajeeb tarz ka mosam mery watan mein raha. . !​
Shairaana thread :D
2 lines poetry easy hai :p
 
Top