7 Din k Wazaif

  • Work-from-home

wasi34

Newbie
Nov 29, 2008
3
0
0
40
eis ka kiya matlab? kiya eis ka matlab yeh hua ke eis wazaif se (astagfurallah)(Nazubillah) Allah (swt) ko hum qaboo main kar sakte hain, jis tar-han jeenat ko karte hain, aur Allah (swt) ka eirada wa taqdeer naam ki koi cheez nahi hai...
 

wasi34

Newbie
Nov 29, 2008
3
0
0
40
Bas bhai sirf Allah (swt)ki mano...Allah (swt)ke bandon ke mamlaat Allah (swt) aur bandon per choor doo...
 

bismillah

Newbie
Oct 11, 2008
65
44
0
eis ka kiya matlab? kiya eis ka matlab yeh hua ke eis wazaif se (astagfurallah)(Nazubillah) Allah (swt) ko hum qaboo main kar sakte hain, jis tar-han jeenat ko karte hain, aur Allah (swt) ka eirada wa taqdeer naam ki koi cheez nahi hai...
Asalam o Alaikum,WarehmatulaheWabarakatuh!
Maaf kijiey ga janab aap ke jawab ki koi SENS nahi banti iss post k saath, wazaif post karne ka maqsad yeh tha keh, agar koi musalman in wazaif par istikaamat hasil kar le to yaqeenan allah tallah usey mazeed sawab ata farmaey ga! jo k inshallah dunya aur akhirat dono k liey mufeed ho ga. aur sawab allah hi ki taraf se ata hota hai kissi bandey ki tarf se nahi.
 

Hamid

Newbie
Jun 13, 2008
45
5
0
eis ka kiya matlab? kiya eis ka matlab yeh hua ke eis wazaif se (astagfurallah)(Nazubillah) Allah (swt) ko hum qaboo main kar sakte hain, jis tar-han jeenat ko karte hain, aur Allah (swt) ka eirada wa taqdeer naam ki koi cheez nahi hai...
Assalamualaikum, meray bhai yeh jo Wazaif hain yeh Imam Muhammad Ghazali (Rehmatullah Aleh) ke bataye hoey hain jo ke 500 Hirji ke Mujaddid hain.
In wazaif pe aap ka aaiteraaz bay bunyaad aur samjh se bahir hai

Ek misal bayan karta chalo
Farz karen
Zameen ke do hisay hain, Ek pe beejh parhay hain aur doosri khurdari hai Jab barish hogi to Beejh wali zameen pe sabza ugay ga aur khurdari zameen mazeed kharab ho jaye gi aur us main keechar ho jaye gi

Ab agar kisi Jaleel-ul-Qadar Aalim-e-Deen ki baat kisi shaks ki samjh na aaye to apni aqal ki kharabi ho sakti hai
 
Top