Raat bhar soye nahin, they sawaal mein
Jaage rehte hum to, tere khayaalon mein
Hum sa deewana tune dekha hai kaheen
Gumsum rehtey they, saari baatein saheen
Dil pe bani hai bas teri tasveer
Mujhe kya pata hai kya hai meri taqdeeer
Ke mein rahoon paas tere, door rahoon
Kaisa naseeba dil waalon ka hai yeh
Mil ke na mil paaye kya faasla hai yeh
Sacchi wafaaon ka shaayad sila hai yeh
Paayenge phir bhi tujh ko, hoslaa hai yeh
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha
Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed
Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha
Kiya poochtay hoo mujah say mohabat ka tum asar
Hum ahla e dil hain ahd e wafa hum say kar kay dekh
Maqsood imtahiyan hoo maray janoon ka gar
Chahra na dekh aa maray dil main utar kar dekha
Mahool ke tapish ka taqaza hai baas ya hee
Saya ko dekh yoon ja tanawar shajar ko dekh
Han ya zaroori hai safar kay wastay
Rah e safar na dekh shareek e safar ko dekh
nazar nazar main bhi be ant faraq hota hai
jo apne aap main gum hain woh talash karien
chalo kay sabar ki sari hadoun ko choo ayein
chalo ke dukh ki koi intha talash karien
This site uses cookies to help personalise content, tailor your experience and to keep you logged in if you register.
By continuing to use this site, you are consenting to our use of cookies.