assalam o alaikum teacher
teacher aaj mujhe waqayi rona aaraha hai meri quiz submit hi nahi ho rahi hai.
first time jab saare ans likhdiye tab.office time qatam hogaya isliye maine is page ko save karliya laikin jab aaj aakar dekha to page sahih tarha se save hi nahi hua.
dosri time fir maine shru se ans likhe aur jab submit kar raha tha tab power off hogaya.ufff
laikin fir maine teesri time try kia aur saare ans ko word fil me save kardiye.laikin jab submit kar raha hon to ab mushkil ye aarahi hai k iske words ziada hogaye.aur wo bhi 1000 ab main kahan se less karun apne ans.ko?