faasla to hai magar koi faasla nahin
mujhse tum judaa sahi dil se to judaa nahin
aasman ka fikr kya aasman khafa sahi
aap ye bataiye aap to khafa nahin
kashtiyan nahin to kya hausle to paas hain
keh do nakhudaon se, tum koi khuda nahin
lijye bulaa liyaa aap ko khayalon men ab
to dekhiye hamen koi dekhta nahin