Alvidaa Ae Maah-e-ramadhan!

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Aameen..!

aur yah bilkul such hay ke Ramazan Ka janay se her terf Udasi ka saman hota hay Dil aur tabiat bhi udas ho jati hay..! Jo din raat Ramazan main Guzaray hain un ka apni hi Importance aur Ronaq hote hay bad main waisa Saman dekhnay ko na milta hay na waisa feel hota hay..!
 
  • Like
Reactions: yoursks

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
JazakALlah khair bhai .. ye aisa maheena hai ke koi is main zara si b ibadat karle toe Allah us ko baksh de .. buhat achi aur useful sharing hai .. Allah janey next year ye maheena naseeb ho ke na hoo. Allah humari bakhshish o maghfirat karey Aameen .. Suma Aameen on ur duwa
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Aameen..... sum aameen.... beshak aaj dil udaas hai aur aankhain baras rahi hain.... der hai keh kahin humari maghfirat reh naa gayi ho kahin hum iss mahene mai badnaseeb naa reh gaye hon... beshak gunahoun ko bohat bara bojh lea iss mahene mai dakhil hoye aur iss mahene ki theek se berkaten aur rehmaten bhi sameat naa paye ager hamari maghfirat naa hoi aur agla ramzan naa naseeb howa to akhirat mai ruswae he hamara muqadar ho gi... jis anjam ka bayan sun ke ronghtey kharey ho jatey us ko kaise sahen ge... Allah pak hamari bakhshish ferma dey maula hum tere aajiz bandey hain humey bakhsh dey aur neeak kaam kerney aur gunahoun se bachney ki taufeeq dey de... aameen.
 

Mantasha102

Newbie
Jul 25, 2012
30
15
8
karachi
Alvida Mah_e_Ramadan
is k maheenay ma hm thora musalman hoe hi thy is k jane k bd hm dobara Namaz ALLAH aur us k Rasool(p.b.u.h) se door ho jainge hm.
 

Littleprincess

Regular Member
Jul 31, 2012
74
39
18
GOD EARTH
Alwida To The Month Of Mercy,
Alwida To The Month Of Forgiveness,
Alwida To The Month Of Protection Against Fire.
Alwida To The Month Of Generosity,
Alwida To The Month Of Kindness,
Alwida To The Month Of Patience.
Alwida To The Most Blessed Month Of The Year,
Alwida Ramadan!
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
m missing Ramadan so much:( feel like crying
to be honest Ramzan main normal days se hatt k ibaadat b lagan se ki aur ek acche muslim ki tarah acche amaal karne ki poori koshish ki, matlab nafs pe qaboo aur doosre choti moti ghaltiyan......magar shayed fir v jo ALLAH hum se expect karte hain utna nai de paaaye but dua hai k usey hamare amaal pasand aa jayen aur wo hum se raazi hi aur hamari maghfirat farmayen(Ameen)
abi b poori koshish hai k burai se bache rahen aur sirf Ramzan main hi nai balki baqi k dino main b jo hamari farayiz hain wo pooore karen Insha'ALLAH...........
 

siddra

Newbie
Aug 2, 2012
18
10
3
Ameen summa Ameen Allah na sirf hame agla ramzan dekhaye balke jo khutayan hui is ramzan mein usse bachne ki tawfik bhi ata farmeye Ameen..
 
Top