Asslamualakum,
@Don bro ka aik tussawrati interview paish kar raha hun umeed ha k aapko pasand aaye ga...!
¤shukria sir aap ne waqt diya
*welcome ji shukra to waise banta ha kioun k meray pass waqt he to nahi hota.
¤Aap ne TM bnaya,itna acha chlaya,magar ab aap aur @RedRose64 yahan reguler aana pasand he nahi karte?
*Wo kehte hain na k qadar kho deta ha daily ka aana jana..issi lie hum kam kam aatay hain taa k TM ki awam hamari qadar kare aur humain yad karti rahe..
¤TM ki awam ko to aap se ye shikayet b hoti ha k aap agar aaen b to un se bat cheet karna b pasand karte,replies b nahi detay iss tarha aapka behave rude qisam ka lagta ha?
*TM ki awam ko kia pata k me jab aata hun to un k lie itna kuch karta hun k bat cheet karne ka time he nahi hota.
¤Kia karte hain aap awam k lie?
*Mein sab se pehle TM main lage jalay utarta hun,phir makhiyan aur machar marta hun,aap he btaiye iss se barh kar TM ki awam ki service aur kia ho sakti ha?
¤ye b dekha gaya ha k acha bhala member jab moderator banta ha to ussko chup c lag jati ha,kia admins ki shaklain drowni hain ya isski koi aur waja ha?
*RR ki shakal to waqei drowni ha,me to boht cute hun,waise isski main waja ye ha k Admin mods k lie role modal hota ha,admin chup rahe to mods ko b chup rehna parrta ha..
¤last question ye ha k aap par mostly ye tanqeed ki jati ha k aap shuru se islamic section ki moderation ko correct nahi kar sake,isski waja kia ha?
*dekhain humain islamic section k lie just moderator chahyay hota ha na k moderation...tanqeed karne walon ko kia pata k hum kaise minnat samajat kar k kisi member ko islamic section ka moderator ban'nay k lie mnatay hain,phir wo jaisy b moderation karay hum ussko kuch nahi keh sakte.
¤lastly koi message dena chahain TM ki awam k lie?
*Mera message yehi ha k mein aaun na aaun,replies karun ya na karun,bass mujhe yad karte raha karain,shukria.