[font=times new roman, times, serif]baray anjan mosam mein[/font]
boht bay rang
lamhoon mein!
bina ahaat
bina dastak
boht masoom sa sapna
uter aya ankhoon mein
bina sochy
bina samjay
kaha ye dil nay
chupkay say....
tum iss nanhy sapnay ko
in ankhon mein jagha day
do...bina rokay
bina tokay
ragoon ka khoon banay doo
sansoon mein mehknay do
hamesha ki tarha
ab b bina uljhy
bina bolay...
jukha dia ha sir hum nay
mugar!
tabeer kia ho ge???
ya na hum janein
na dil janay
faqat maloom ha itna k
dil k feslay hume
raas boht kam aty hein...
boht bay rang
lamhoon mein!
bina ahaat
bina dastak
boht masoom sa sapna
uter aya ankhoon mein
bina sochy
bina samjay
kaha ye dil nay
chupkay say....
tum iss nanhy sapnay ko
in ankhon mein jagha day
do...bina rokay
bina tokay
ragoon ka khoon banay doo
sansoon mein mehknay do
hamesha ki tarha
ab b bina uljhy
bina bolay...
jukha dia ha sir hum nay
mugar!
tabeer kia ho ge???
ya na hum janein
na dil janay
faqat maloom ha itna k
dil k feslay hume
raas boht kam aty hein...