Answers by hazrat ali a.s.

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
YA ALI MADAD..

Mathematical Solutions by Hazrat Ali a.s.

One Day a person came to Ali a.s., thinking that since Ali a.s. thinks he is too smart, I'll ask him such a tough question that he won't be able to answer it and I'll have the chance to embarrass him in front of all the Arabs.

He asked 'Ali a.s., tell me a number, that if we divide it by any number from 1-10 the answer will always come in the form of a whole number and not as a fraction.'
Hazrat Ali as Looked back at him and said, 'Take the number of days in a year and multiply it with the number of days in a week and you will have your answer.'
The person got astonished but as he was a Mushrik he still didn't believe Ali a.s. He calculated the answer Ali a.s. gave him. To his amazement he came across the following results:
The number of Days in a Year = 360 (in Arabic Calendar)
The Number of Days in a Week = 7
The product of the two numbers = 2520
2520 divided by 1 = 2520
2520 divided by 2 = 1260
2520 divided by 3 = 840
2520 divided by 4 = 630
2520 divided by 5 = 504
2520 divided by 6 = 420
2520 divided by 7 = 360
2520 divided by 8 = 315
2520 divided by 9 = 280
2520 divided by 10= 252
************ ********* ********* ********* ********* *
One day a person came to Ali a.s.. He was planning to ask Ali a.s. such a question which would take Ali a.s. a long time to answer and because of that his Maghrib Prayers would be delayed.
He asked, Ali a.s.'You say you know everything in the world, then tell me which animals lay eggs and which animals give birth to their young ones'
Hazrat Ali a,s.looked back at him smiled and said, 'The animals who have their 'EARS' outside their body give birth to their young ones and the animals who have their 'EARS' inside their body lay eggs.'
************ ********* ********* ********* ********* *******
A person was about to die, and before dying he wrote his Will which went as follows ...
'I have 17 Camels, and I have three sons. Divide my Camels in such a way that My eldest son gets half of them, the second one gets 1/3rd of the total and my youngest son gets 1/9th of the total number of Camels'

After his death when the relatives read his will they got extremely perplexed and said to each other that how can we divide 17 camels like this ?
So after a long hard thought they decided that there was only one man in Arabia who could help them: 'Ali Ibne Abi Taalib.' So they all came to the door of Ali a.s. and put forward their problem.
Hazrat Ali a.s.said, 'Ok. I will divide the camels as per the man's will.'
He said, 'I will lend one of my camels to the total which makes it 18 (17+1=18), now lets divide as per his will'
The Eldest gets 1/2 of 18 = 9
The second one gets 1/3 of 18 = 6
and The Youngest gets 1/9 of 18 = 2
Now the total number of camels = 17
Then Hazrat Ali a.s. said, 'Now I will take my Camel bacK

'
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jazakallha khair

---------- Post added at 10:43 AM ---------- Previous post was at 10:39 AM ----------

lekin apne jo ya ali madad likha hai is par gaur karen ye shirk hoga
madad sirf aur sirf Allah se mangni chahiye wo hi madadgaar hai
yahdikumullahi w yuslihbalakum
 
  • Like
Reactions: Bint-e-Aisha

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
very nice savio

kafi sahi point ap ne uthaya he

kher koi b waqiya share krte waqt b apko refrence dena zaruri he payal


plz note down every body your sharing in islam section must b verified by giving the refrences,otherwise ur threads will b deleted
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakallah khair Gunjan apne hamari baat ko sanjeedgi se liya
 

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
aray waah waah gunjan didi yahan bhi phir wahi kahani k kon Yousuf aur kon zulaeqawali baat hai sari kahani sunne k baaujood??
kya eed e ghadeer ki post me jo ref diya gaya hai kya aapne usaay maan liya hai Maula Ali ki vilayath ko???
hahahhaaa....chaahe Quran bhi haath me rakhdo,,nahi maanoge pata hai
koi javab nahi ban padta hai toh sawal se sawal nikalte ho...
Aray naaaadano....aray aaankh rahte hue naabeeno...
zara ghaur toh karo k humne Ali se madad kyun maangi???
Humara Khuda Ali nahi hai,,Ali humara waseela hai...
Direct Allah koi dua qubool nahi karta.yeh bhi jaakar apni kitabon me dekhlo zara..
aur thread delete karne ki dhamki mat do sis,warna sara islamic section delete hoga dear...
Reference dene k baaujood jo sach ko na maane usaay samjhana bhi bekaar aur bahes bhi laa hasil....
Aap pahle ek baat ko to samjho phir aage badhna..
Ali se madad wali baat bahut aage ki manzil hai..
pahle LKG me admission hi nahi liya,,yeh martabe ko kya jaanoge???


 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
meri samajh me nhi aata k ap saare itna agressive q hojate ho??

kher ab me yehi krungi chahe pura islam section empty q na hojae

itna kattar pan!!!

me aj tak ap logon se smooth rahi

apk kehne pe mene thread tak hatadiye 2!!

lekin ab nhi

ab me wo krungi jo ap logon ki hat dharmi deserve krti he,

ap ka kiya caliber he wo to mene apki last post se dekhliya he

balke duniya ko ap ne kiya dikhadiya he
ap soch b nhi saktin

had hoti he

ab me bardasht nhi krungi

no refrence no thread
 

Iqrar Kazmi

Newbie
Nov 24, 2009
121
107
0
Dxb
aaryy arry Gunjaan jee gussey kuen hoti hein...

aap ne refernece manga..aap ko reference milla. ab gussa kis baat ka hie. aap se bola tha k Aeil-e Beit k TAhruff wali Thread ya to delte karo ya phir us ko open karo tan k mein Anwar Shaib ko haqeqat un ki books se hi bata sakon...aap ne wo kaam to kiya nein.
or yahan aap aa gai hein dhamkiyan deney.

keir...dhamki wamki se kaam nein chaley ga. aap ko ref mila aap us per ghor o fikar karo..humarey Moulana ne yeh koi baat nei ki hei.

wese aap ko mujtahid per bara eitraaz hei..uno ne kabhi aap k barey mein to koi fatwa nein diya hei. or hum ne kabhi aap ki ksi Mufti per eitraaaz kiya?

aap ne wo delete nei ki...or ab isey b nein karna. or abi mein boht sari Thread's or lagaon ga..jis mein sirf or sirf Al-e Sunnat ki books k reference don ga...aap kindly un per b ghoor karna..agar samj aa gai to well & good. warna ksi or ko to samjne dein na kam se kam. khud to aap ne sirf muqabla hi karna hei magar or log to hein jo sach or HAQ ki talash mein hein.

bandey ko itni jaldi temper nein losse karna chahye. jab hum ne Anwar Sahib wali thread bardash ki hoi hei to aap is ko b bardash karein. halan k Anwar ne to kam kah galat chezein dali hein us mein bohat sari.

yeh to jis din meri face to face un se baat hoi to mein un se pouchon ga or unko bataon ga k Bibi Fatima (s a) ka Janaza kis ne parhaya tha. or kon kon shareek tha Janazey mein. or Imam-e Hassan (a s) k janazey mein Teir kis ne marey thy.

Gunjaan jee kehne ko boht kuch hei...per aap se wo bardash nein ho ga. is liye koshish karein k control mein reh kar posinting kiya karein.


umeed hei aap ko kafi kuch samj aaya ho ga. or agar kuch nein aaya to bataein....

aaj kal mein ref per search kar raha hon apne Ael-e Sunnat Allam's ki books k or un ki video's k. phir eik boht achi si thread lagaon ga..jis mein Anwar Shiab ki sab baton ka jawab ho ga.

Take care & best regards
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
mene to araam se hi baat ki ti tewar payal ne dikhae hen

or mene koi dhamki nhi di he

samjh me agayi

agr is forum ko ap ne firqa parasti shru krni he na to kren apko ban b me hi krungi

qk ap logon k pas jhoote dalaail k siwa kuch nhi

mujtahid kon hota he ye ap log samjh b nhi sakte

apk threads pe bohut logon ne behes shru krni chahi he mgr meri waja se hi ruke hue hen khas taur pe anwar

2nd mujhe is thread me koi ref nhi diya gaya he

log sahi kehte hen ap log argument by argument krte hen

apne apko itna sahi to kabi mere NABI SALLALLAHO ALEHE WAALEHE WASALLAM ne b nhi samjha humesha ALLAH ka khuaf dil me rakah,Jahannum se panah mangi

mgr ap log to lagta he apne apko direct flight 2 jannat me samjhte hen

so sad

jahalat ki b had hoti he
 

Iqrar Kazmi

Newbie
Nov 24, 2009
121
107
0
Dxb
jazakallha khair

---------- Post added at 10:43 AM ---------- Previous post was at 10:39 AM ----------

lekin apne jo ya ali madad likha hai is par gaur karen ye shirk hoga
madad sirf aur sirf Allah se mangni chahiye wo hi madadgaar hai
yahdikumullahi w yuslihbalakum



Salam, Saviou umeed karta hon aap ko keiriyat se hon gi.

aap ko eitraaz hoa YA ALI MADAD kehne per....aap shirk kis ko samjti hein?
kabhi ghor kiya hei? or Shirk ki defination kia hie kabhi parhi hei?

Shirk ka matlab hei k ksi ko Allah k baraber shareek karna.

aap ne kaha k Ali se Madad mangna shirk hei....matlab ksi se b madad mangna shirk hei...yeh hi kaha hei na aap ne.
good..

wese dunya mein kon sa esa insan hie jo bager ksi ki madad k aaj ka ya aaj per pehle chal rha tha???
har ksi ko ksi na ksi morr per, ksi na ksi rang mein, ksi na ksi k sang mein madad ki zarorat parti hei. Bachey ko Feeding k liye Maan ki zarorat hei.
us k jab bhook hoti ehi to wo maan ko pukarta hei, thora bara hota hei to usey Ilm k liye School/Books/Teacher ki zarorat hoti ehi..wo un se madad leta hei....phir jab or ziyada bara hota hei to us ki zarorat ziyada ho jati ehi..wo ziyada logon se madad leta hei....
Nokri k liye achey bandey or top Rank Officier ki Sifarish karwata hei, means Madad leta hei, Job mein kaam sekhne k liye apne partners se madad leta hei..keir is tarah mein bataon to lambi baat ho jaye gi.
aap yeh batain k Insan yeh sab kuen karta hei? wo Direct Allah se kuen nein sab kuch mangta hei?

yeh Maan/Baap/Teacher/Books/Shifarish/Partners kuen lata hei beech mein??

kabhi is per ghor karna to aap ko samj aaye gi...kuen k yeh sab Wasila bantey hein....koi kis kaam ka wasila banta hei, koi kis kaam ka.
Back End per Allah hi hei..magar wo insan ki differnet Wasilon se madad karta hei, halan k wo khud b to sab kar sakta hei..kia "naaouzBillah" us k bus mein nein hei sab karna???
magar nein...us ne eik system bana diya hei..k janab sab is system ko follwo karo.

hum isi rule ko apne uper lago kartey hein or Wasila banatey hein Allah k piyarey logon ko....mangtey Allah se hein. magar Wasila un ko banatey hein...jin ko hum Allah ka piyara samjtey hein.
ab humarey nazdeeek jo jo Allah ko piyara hei hum usey us ka Wasta detey hien or un Hastiyon ko us ki Bargah mein Wasila qarrar detey hein.

aap ko jo log us k piyarey lagtey hein aap b un ka Wasila do..awain hi dosrey per eitraaz nei karo.

umeed hie aap ko simple si misal se samj aa gya ho ga.
agar nein aaya to plz phir batana mein aap ko is per Ael-e Sunnat k boht achey Achey Allam's k refernece de sakta hon k Ali (a s) se kis kis ne kahan kahan madad mangi or uno ne kis kis ki kis rang mein madad ki.


Take care & best regards

---------- Post added at 03:15 PM ---------- Previous post was at 03:07 PM ----------

jazakallha khair

---------- Post added at 10:43 AM ---------- Previous post was at 10:39 AM ----------

lekin apne jo ya ali madad likha hai is par gaur karen ye shirk hoga
madad sirf aur sirf Allah se mangni chahiye wo hi madadgaar hai
yahdikumullahi w yuslihbalakum
mene to araam se hi baat ki ti tewar payal ne dikhae hen

or mene koi dhamki nhi di he

samjh me agayi

agr is forum ko ap ne firqa parasti shru krni he na to kren apko ban b me hi krungi

qk ap logon k pas jhoote dalaail k siwa kuch nhi

mujtahid kon hota he ye ap log samjh b nhi sakte

apk threads pe bohut logon ne behes shru krni chahi he mgr meri waja se hi ruke hue hen khas taur pe anwar

2nd mujhe is thread me koi ref nhi diya gaya he

log sahi kehte hen ap log argument by argument krte hen

apne apko itna sahi to kabi mere NABI SALLALLAHO ALEHE WAALEHE WASALLAM ne b nhi samjha humesha ALLAH ka khuaf dil me rakah,Jahannum se panah mangi

mgr ap log to lagta he apne apko direct flight 2 jannat me samjhte hen

so sad

jahalat ki b had hoti he


arry kon se jahootey Dalaill???

aap k apne Moulana Shaib ki taqreer hei...aap is ko b jhoota qarrar dein to aap ki apni marzi hei.

rahi baat ban karne ki to wo to keir aap moderator hein...itna to roab jama sakti hein na.

or rahi Anwar Shaib ki baat....uno ne to i think Quran ko b sahi se nein parha ho ga or wo aa gaye hein Shia Mazeb per Behs karne.

aap bajaye larne k khud thora sa study karien apni books ko k Shia Mazheb hei kia...yeh Matam Majlis kuen hei...

samj aa jaye gi..koi itna complecated nein hei sab kuch. bus Haq ki yaad hei or Zulam k kilaaf Awaz hei..

aap koshish karien k thandey dill or dimagh se baat kia karein..yeh ban karna or thread band karna...esi batein aap jese bandey ko zaib nein deti hein.


take care
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
mera koi firqa nhi

me aj tak ap logon k liye lari hun k ap logon ko koi kafir na bole,koi alag mazhab na bole qk ap humara hi hissa hen

mgr aj ap ne khud mohar lagadi apne apko alag mazhab keh k

ap logon k ghussa dilane pe mene ghussa kiya he iqrar

abi tak aajzi se hi baat ki thi mene ap logon se

lekin shayad apko daleel dena pasand nhi

or daleel mene ap se hi nhi sunniyon se b mangi he chahen to visit krlen noor ka thread Hazrat Usman Ghani (R A) pr

behes k dar ki waja se ye thread b close krrahi hun
 
Status
Not open for further replies.
Top