Apko Kis Member K Sath Posting Karne Maza Aata Hy?

  • Work-from-home

Rana-Rehman

smile is best
TM Star
Apr 17, 2016
1,402
103
213
شیخوپورہ
Jis k sath hum ko maza ata that
Suna hy ajh kal woh khoob mazay main hy
Wese to ik aur b baat hy
Wese main b mazay main houn
Aur ik ider kado laga phirta tha
Suna hy kisi ne us ko kado kash kiya
Magar us ka halwa nahi banaya
Aur woh pheeki atma ban k mujh ko tanz kr k Jaan raha
K main kon houn,,

wese ik aur baat

Woh phir bataoun ga
 
Top