Apne Bistar Pe

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

Assalam o alaikum dosto.:)
jab main urdu adab se bahot ziada wabasta tha tab mera ek shauq tha k jo bhi acchi cheez milti usse main apni dairy me note karleta.ye mukalimati ghazal usi me se ek hai.jo main yahan pesh kar raha hon umeed k pasand aaye.inshaAllah.aur apne comments zaroor dijiyega.

Apne bistar pe bahot der se wo neem daraz
sochti thi wo is waqt kahan par hoga
main yahan hon magar is koocha e rung o boo me
roz ki tarha se wo aaj bhi aaya hoga

aur jab usne wahan mujhko na paya hoga
aapko ilm hai wo aaj nahi aayi hain
meri har dost se usne yahi poocha hoga
kyun nahi aayi! kia baat hui aakhir

khud is baat bar sau baar wo uljha hoga
kal wo aayegi to main usse nahi bolunga
aap hi abke baar wo rootha hoga
wo nahi hai to bulandi ka safar kitna kathin

sidiyan charte hue usne yahi socha hoga
raahdaari me harey lawn me pholon k khareeb
usne har simt mujhe aa k dhondha hoga
naam bholne se jo mera kahin aaya hoga
ghair mahsoos taareeki se wo chaunka hoga
ek jumle ko kayi baar sunaaya hoga

baat karte hue sau baar wo bhola hoga
ye jo ladki nayi aayi hai kahin wo to nahi
usne har chehra yahi sooch k dekha hoga
chalte chalte koi maanoos si aahat paakar
doston ko bhi ksi uzr se roka hoga

yaad karke mujhe num hogayi hongi palkein
aankh me par gaya kuch kahke ye taala hoga
aur ghabra k kitabon me jo li hogi panah
har satr me mera chahra ubhar aaya hoga

jab mili hogi usse meri alalat ki qabar
usne aahista se deewaar ko thaama hoga
ittefaqun meri us shaam ko ek dost mili
maine poocha k suno aaye thei kia wo?kaise thei

usne ek lamhe ko mujhe dekha aur fir hans di
us hansi me to wo talkhi thi k usse aage
kia kaha usne mujhe yaad nahi hai laikin
itna maaloom hai
qwabon ka bharam toot gaya.

.
.
.
.
.
.
.
(
Praveen Shakir )

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI

Superb sharing Qasim bhai and one of my Fav ....{(dancing)}

thanks again for sharing ..
 
*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
walikum salam
for dis poetry i just say one word
fabulous
:)
really very heart touching poetry
:)
thnk u so much for sharing bro
:)
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wssalam u alaikum
wahhhhhhh..booooooooooooooooooht khoob..
khwabon ka bharam toot gaya..!
 
Top