بســم الله الرحمــن الرحيــم 0
الســلام وعليــكم
الســلام وعليــكم
Dosto title se is baat ka pata chal gaya hoga k main aaj kis topic par baat karne wala hon inshaAllah.
dosto hum aaj dekhte hain k modern world k naam par log tarha tarha k ghalat harkaat karte nazar aate hain jinme se ek hai ghair muharram aurat/larki se bila takullaf baatein karna chahe wo aapki mumeri bahan,phoophi ki beti,qaala ki beti,bhabhi aur isi tarha dosre log hon jinse marasim barhaana aam hota jaa raha hai.halanke islam iski ijazat qattayi nahi deta.
rasool(pbuh) ne farmaya "tum me se ksi k sur(head) me nashana banakar sui maari jaaye to ye ksi ghair moharram ko chone se kahin ziada behtar hai-" ( tibraani-212/20 )
ksi ghair ajnabi aurat ko choona haath ka zina hai jis tarha k nabi(pbuh) ne farmaya "(haraam cheezon ko dekh kar) dono aankhein zina karti hain.(haraam cheezon ko dekh kar) dono haath zina karte hain.(haraam kaamon ki taraf chal kar) dono pair(legs) zina karte hain.aur sharam gaah bhi zina karti hai-" ( masnad ahmed-412/01 ).
kia hazrat mohammed(pbuh) se bhi ziada koi paak dil hosakta hai?laikin iske bawajood nabi(pbuh) ne farmaya "yaani main ghair moharram aurton se haath nahi milaata".( masnad ahmed-357/06 )
hazrat amma aayesha raziAllahu anha bayan karti hain "Allah ki qasam.(aurton se bait lete waqt bhi) rasool(pbuh) k haath ne kabhi ksi ghair moharram k haath ko nahi chua(touch) balke aap(pbuh) zubani aurton se bait lia karte thei.( sahih muslim-1489/03 )
in sahih aahadees se hame is baat ka pata chalta hai k ksi bhi ghair moharram aurat/larki se baatein karna aur unse dosti o marasim barhana islam ki roshni me na jaayez o haram hai.laikin aaj hum apne culture ko dekhte hain to pata chalta hai k ye cheezein dosti aur rishtaon k naam par aam hogayi hai.khaana kaahte waqt dewar aur bhaabhi aur isi tarha dosre aur rishtedaar ek saath hi baithkar khaane ko tarjeeh dete nazar aate hain.jabke ye amal zina k darwaaze kholne k mutaraadif hai.
lehaza hame aisi cheezon se bachna chahiye jisse islam ne mana farmaya ho.