Baad E Daleel Is Liye Nadan Hain Hum

  • Work-from-home

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
Assalaamu alaikum TM doston haazir hoon
apni eik taazi ghazal ke saath INSHA'ALLAH
aap sub ko meri ghazal pasand aayegi .

Baad e roshan daleel is liye nadaan hain hum
ke sub kuch jaan kar bhi anjaan hain hum
aata hi nahin humen Tawheed ka matlab
karte hain fahkr ke musalmaan hain hum
rizq ke liye jhoot hi ko sahara bana liya
aur hain khush ke chalak insaan hain hum
bana kar naye mabood karke peisha e sood
eilaan hota hai ke sahib e imaan hain hum
mana kar jashn valentine o chrissmas ka
dar haqeeqat bane wali e sheitaan hain hum
bas le kar parhne ki taufeeq KHUDA de
warna aisa to nahin ke be QURAN hain hum
apne parosi ke haqooq o haal ka ilm nahin
ek drame ke liye kal se pareshan hain hum
yaad karo qayamat hai aani ye dunya hai fani
aakhir kyun bante sach se anjan hain hum
sirf kalima parhne se jannat nahin milti
be amal ho kar masal e be jaan hain hum
apna kar QURAN o ahadeeth se doori
khud hi ko pohnchate nuqsaan hain hum
mazar mandir o church ka kahin hukm nahin
to kis sabab inko poojne wale insaan hain hum
***S_ChiragH***
very nyc ghazal :-bd
waqai aj ki new generation k liye hy ye ghazal​
keep it up :)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Assalaamu alaikum TM doston haazir hoon
apni eik taazi ghazal ke saath INSHA'ALLAH
aap sub ko meri ghazal pasand aayegi .

Baad e roshan daleel is liye nadaan hain hum
ke sub kuch jaan kar bhi anjaan hain hum
aata hi nahin humen Tawheed ka matlab
karte hain fahkr ke musalmaan hain hum
rizq ke liye jhoot hi ko sahara bana liya
aur hain khush ke chalak insaan hain hum
bana kar naye mabood karke peisha e sood
eilaan hota hai ke sahib e imaan hain hum
mana kar jashn valentine o chrissmas ka
dar haqeeqat bane wali e sheitaan hain hum
bas le kar parhne ki taufeeq KHUDA de
warna aisa to nahin ke be QURAN hain hum
apne parosi ke haqooq o haal ka ilm nahin
ek drame ke liye kal se pareshan hain hum
yaad karo qayamat hai aani ye dunya hai fani
aakhir kyun bante sach se anjan hain hum
sirf kalima parhne se jannat nahin milti
be amal ho kar masal e be jaan hain hum
apna kar QURAN o ahadeeth se doori
khud hi ko pohnchate nuqsaan hain hum
mazar mandir o church ka kahin hukm nahin
to kis sabab inko poojne wale insaan hain hum
***S_ChiragH***

Awesome poem bhaiyoooo hats off for u.... ALLAH hum sb ko hidayat de aameen
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

gulfishan

TM Star
May 31, 2012
1,368
867
263
sorry 4 late readnd but soooooooooooooo superrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr ghazalllllll soo realityyyy u discusss in it :)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

GudiaKhan

Active Member
Aug 30, 2012
228
206
43
Lhaore
Assalaamu alaikum TM doston haazir hoon
apni eik taazi ghazal ke saath INSHA'ALLAH
aap sub ko meri ghazal pasand aayegi .

Baad e roshan daleel is liye nadaan hain hum
ke sub kuch jaan kar bhi anjaan hain hum
aata hi nahin humen Tawheed ka matlab
karte hain fahkr ke musalmaan hain hum
rizq ke liye jhoot hi ko sahara bana liya
aur hain khush ke chalak insaan hain hum
bana kar naye mabood karke peisha e sood
eilaan hota hai ke sahib e imaan hain hum
mana kar jashn valentine o chrissmas ka
dar haqeeqat bane wali e sheitaan hain hum
bas le kar parhne ki taufeeq KHUDA de
warna aisa to nahin ke be QURAN hain hum
apne parosi ke haqooq o haal ka ilm nahin
ek drame ke liye kal se pareshan hain hum
yaad karo qayamat hai aani ye dunya hai fani
aakhir kyun bante sach se anjan hain hum
sirf kalima parhne se jannat nahin milti
be amal ho kar masal e be jaan hain hum
apna kar QURAN o ahadeeth se doori
khud hi ko pohnchate nuqsaan hain hum
mazar mandir o church ka kahin hukm nahin
to kis sabab inko poojne wale insaan hain hum
***S_ChiragH***
wowwwwwwwwww awesome aalaaaaaaaaaa
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Bohot bohot shukria ghazal ko sarahne ka Khwahish siso
aap saath diya karna INSHA'ALLAH sharing jaari rahegi .

Thankyouuuuuuuuuuuu so muchhhhhhhhhhh Gudia :p
 
Top