Bachon K Liye Kahani K Faidy.................

  • Work-from-home

Guriya_Rani

❥❥ღ ☆º ❥❥SuB Ki LaAdAli GuRiYa❥❥ღ ☆º ❥❥
VIP
Oct 18, 2013
24,325
8,905
1,313
Assalamoalaikum
Kaisy hain ap sab?
Hamara topic hai bachon k liye kahaniyaan
kyun zaroori hen ?
main or mera partne @Azeyy
aapko btain gy k bachon k liye
kahaniyaan
kya ahmiyat rakhti hen
bachonke liye kahaniyan
ek buhat ahem zariya hai jis
se hum bachon ko apni
har achi buri bat smjha skty hen
agar wo koi galti bhi karen toh hum
koi bhi choti si kahani suna kr
unhen smjha skty hen
bachon k liye kahaniyan buhat ahem hen
wo buhat shoq se kahaniyaan sunty hen
or us par amal bhi krty hen
Maa ki Mohabbat
Hi Dear All,
Mother is the most value able gift for us.
So this creation just goes to her.
Maa tab bhi roti thi,
Jab beta khana nahi khata tha.
Aur maa ab bhi roti hai,
Jab beta khana nahi deta hai.
Maa tab bhi kuch nahi kahti thi,
Jab beta usse bachpan me tang karta tha.
Aur maa ab bhi kuch nahi kahti hai,
Jab beta usse budhape me tang karta hai.
Maa tab bhi uski nadaniyon ko maf karti thi,
Jab vo bachpan me usse satata tha.
Aur maa aaj bhi uski galtiyon ko maf karti hai,
Jab vo jan bujh kar usse rulata hai.
Maa tab bhi hasti thi,
Jab bachpan me vo shararat karta tha.
Aur maa ab bhi hasti hai,
Jab koi uske bete ki tareef karta hai,
Maa tab bhi phuli nahi samati thi,
Jab vo school se medal jeet lata tha.
Aur maa ab bhi phuli nahi samati hai,
Jab uska beta tairakki karta hai.
Maa tab bhi uski shararto ki shikayat nahi karti thi,
Jab vo ghalti karke ghar aata tha.
Aur maa ab bhi shikayat nahi karti hai,
Jab vo us par zulm karta hai.
Is kahani k zariye bhi hum bachon ko un k liye unki maa ki mohabbat
k bary me bta skty hen jo shayed wo kbi smjh bhi nhe skty k unki maa unsy kitni mohabbat krti hai
i hope k apko hamari sharing pasand aye gi
 
Top