Bhatakti Chahat Par Pehre Bithana Kab Aasan Hua,

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
Meri Soch Musafir Mera QalaM Rahgir Hai,
Mera Andaz-E-Bayan Mera ZoQ-E-Aagahi Ki Tafseer Hai,

Khaak Hoon Manzil Bhi Meri Khak Magar Sach Hai,
Duniya Kuch Nahi FaQat Mere Khwabon Ki Tafseer Hai,​


Main Rond Gaya Hota Kab Se Dar-E-Washet,
Meri Wafa Magar Mere Paanv Ki Zanjeer Hai,​


Mere Andaz-E-Bayan Se Nalayan Na Hona Ke
Mera Sach Hi Mera MujaseM Meri Tasveer Hia,​


Bhatakti Chahat Par Pehre Bithana Kab Aasan Hua,
Ye Chahat Ye Ulfat To Zindagi Ka Safar Hai,​


Mere Warson Mein Warset Ka Zikr Hai Asfer,
Kya Bataun? Chahat Poonji Chahat Hi Jagir Hia...​
 
Top