Black Day ..

  • Work-from-home

Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
main apni baat nhi kr raha mera koi leader nhi hai but unki baat kr raha hun jo k kuch krne ki salahiat rakhty hain but phr b khamosh hain or follower bany huay hain ..
Sweetheart sb yahi kehta hein mera kio leader nahi ha ...I am my own boss etc etc ... Kar ham sab kuch na kuch skty hein but as usual leader hamarey rastey ka hurdle hein .... phir sa wuhi leader ya leader wu ... in sa ham positive expect krty phir inhi ko galiya da rhy huty ... we don't even know our own minds damn it
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon

acha agar yahi baat hai to sb se pehle tum kyun koi step nhi leti kyun apna mulk chora hua hai aao sb yahan mil kr kuch krty hain ???
 
Adeeha_

TM Star
Jul 24, 2014
3,263
1,300
613
Stars⋆⋆⋆⋆
laala kya hum muslmano k khoon ki koi qeemat nahi hai kya k jis ka dil karta hai jab chahta hai baha data hai chahy woh gaza ki sarkain or gali kochay hun ya pakistan k bazar
 
  • Like
Reactions: Fanii

Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
acha agar yahi baat hai to sb se pehle tum kyun koi step nhi leti kyun apna mulk chora hua hai aao sb yahan mil kr kuch krty hain ???
Mujh sa ya sawal bohot log kartey per mein na apna mulk chora hua nahi ha na hi mein un ka gham sa dur hu ... royi tu mein beh utna hi aur yakeen karu insan jitna dor huta ha na mlk sa utna zada dard huta ha ... aur jaha tuk meray pak mein na huney ki wjah a tu mein apney parents ki wjah sa yaha uh meri mom 4 1/2 saal k liya yaha hein phD kr rahi hein .... itney saal kon c maa apni ulad sa juda rehti? mein 2 1/2/ ear apney parents k bagair kata ha iss liya us judayi sa wakif hu ... aou gi tu mein wapis zaror ... aur shayid isey saa per afsos iss bat ka ha k jab tuk mein aou gi tub tuk sab aag thundi pur chuki hu gi ... dubara sa laganey mein wakt lgta ha .... abhi ju action la ga tu utna hi ziada usey reaction beh miley ga ... mein aou gi tu hamein sb kuch naye sirey sa start krna hu ga ..
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
ab yahi reaction dena ... hum khud bht kuch kr skty per kabhi sochtey nahi .... bs batein krty jaisa k mein kr rhi .. but u'll see a bloodied photo of me
hmm photos se kuch nhi hony wala meri maan lo ...
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
laala kya hum muslmano k khoon ki koi qeemat nahi hai kya k jis ka dil karta hai jab chahta hai baha data hai chahy woh gaza ki sarkain or gali kochay hun ya pakistan k bazar
hai boht bari qeemat hai but aj kal k log behis ho chuky hain billi kisi ko nazar nhi aaty dekhty huay b sb andhy bany huay hain ..
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Mujh sa ya sawal bohot log kartey per mein na apna mulk chora hua nahi ha na hi mein un ka gham sa dur hu ... royi tu mein beh utna hi aur yakeen karu insan jitna dor huta ha na mlk sa utna zada dard huta ha ... aur jaha tuk meray pak mein na huney ki wjah a tu mein apney parents ki wjah sa yaha uh meri mom 4 1/2 saal k liya yaha hein phD kr rahi hein .... itney saal kon c maa apni ulad sa juda rehti? mein 2 1/2/ ear apney parents k bagair kata ha iss liya us judayi sa wakif hu ... aou gi tu mein wapis zaror ... aur shayid isey saa per afsos iss bat ka ha k jab tuk mein aou gi tub tuk sab aag thundi pur chuki hu gi ... dubara sa laganey mein wakt lgta ha .... abhi ju action la ga tu utna hi ziada usey reaction beh miley ga ... mein aou gi tu hamein sb kuch naye sirey sa start krna hu ga ..
bilkul yahi baat hai jis ko b aisa kahu wp apni story sunany lag jata hai ... agar beron e mulk pakistaniyun ko pakistan se zada muhabbat hai to bahar kyun bethy hauy hain kyun yahan aa kr apni muhabbat show nhi krty ?
 
Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
hmm photos se kuch nhi hony wala meri maan lo ...
aww fani fani fani tum na try kia ha kia? ya social media ha .. aag ki trha pehlta ha sab .. tum kru ga phir tumhara koiu aur dost mein kru gi meray cusins krein ga frnds karein ga.. kitney log iss ko ignore krein ga? chalo farz kru koi kuch action nahi bhe leta tu bhe log soch mein tu pur jayein ga na ... jagna tu shru hu jayein ga na ... kuch tu hu ga fani kuch tu hu ga
 
Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
bilkul yahi baat hai jis ko b aisa kahu wp apni story sunany lag jata hai ... agar beron e mulk pakistaniyun ko pakistan se zada muhabbat hai to bahar kyun bethy hauy hain kyun yahan aa kr apni muhabbat show nhi krty ?
mein sab ki bat nahi kr rhi apni bat kr rhi hu aur haha beron-e-mulk betha logo mein sa bht sa log na $100 mein ghr ka khrcha chla rhy huty hein tumhy kia lgta ha bahir ana jana asan ha? bahir ki lif simple ha ? typical desi soch .... bahir soney k patey nahi mil rhy huty free.... pak sa ziada kaam krna prta bahir .... tumhy kia lgta ha ju log mazdori kr rhy hein bahir wu kia lakho ka ticket afford kr skty? saalo ki jama ponji jma huti tu aik mahina ka chkr lgatey wu ... aur ju ameer zadey betha hua hin tu photoshop kis liya ha? social media kis liya ha? u know ameer zado mein s ham aik bhe frnd ko influene krein na tu sb shru hu jayein ga haha boss phir dekhna rapid fire .... ham ikathey nahi huty batey huty ....
 
  • Like
Reactions: Fanii

Guriya_Rani

❥❥ღ ☆º ❥❥SuB Ki LaAdAli GuRiYa❥❥ღ ☆º ❥❥
VIP
Oct 18, 2013
24,325
8,905
1,313
Yeh bacha kesa bacha hai,
Jo rait pe tanhaa betha hai,

Na is ke paitt main roti hai,
Na is ke tan pe kaprra hai,
Na is ke sar pe topi hai,
Na is ke pair main joota hai,
Na is ke pass khilone hain,
Koi bhaalu hai koi ghorra hai,

Na is ka jee behlaane ko,
Koi lori hai koi jhoola hai,
Na is ki jaib main dhaila hai,
Na is ke hath main paisa hai,
Na is ke ami abu hain,
Na is ki aaya khala hai,

Yeh saare jag main tanha,
Yeh bacha kis ka bacha hai,
Yeh bacha kesa bacha hai..
 
  • Like
Reactions: Fanii

Syeda-Hilya

ღ Hollow Shadow ღ
TM Star
May 14, 2014
3,350
2,328
263
Pagal Khana.... Huh... Pa gyi thnd???
bahir k mulk mein huney sa koi kum pakistani nahi hu jata ksi ka khon pani nahi hu jata @Fanii har koi apni miti nahi bholta tum unkey na aney ko unkey khilaf nahi khra kr skty ... aur campaigns editing iss sb k lia mulk mein huna zarori nahi huta ... jazbey aur niyat ki zarorat huti ha
 
  • Like
Reactions: Fanii

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
bahir k mulk mein huney sa koi kum pakistani nahi hu jata ksi ka khon pani nahi hu jata @Fanii har koi apni miti nahi bholta tum unkey na aney ko unkey khilaf nahi khra kr skty ... aur campaigns editing iss sb k lia mulk mein huna zarori nahi huta ... jazbey aur niyat ki zarorat huti ha
han sahi keh rahi ho tum bilkul ri8 ...
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
mera tou rou rou kr bura hal hu gya tah iss liya socha ksi sa dehr sari behas kru ... aur ab rat ka aik bj gya ha aur mjhy nend nahi aa rhi :/
hmm yaar sb sad hain aj mera to koi kaam krne ko dil hi nhi kia and pagl rony se kya ho jana haij o hona tha wo to ho gaya :(
 
Top