Aik old kisan ne apny be-gunah baitay ko jail main
khat likha:
"Pyare baity! Main iss saal aalu ki fasal nahi bo sakta
kyun k mujh se khait ki khudayi nahi ho rahi,
kash tum meri koi madad kar saktey."
Betay ne jawabi khat likha:
"BABA! Khait ki khudai na karna kyun k main ne
khait main asleyha chupa rakha hai"
Aglay din police ne sarey khait ki kudai kar di lekin
wahan se kuch na mila....
Baity ne phir khat likha :
"BABA! Ab aap aalu ki fasal bo sakty hain.
main yahan se aap k liye itna hi kar sakta tha .........