Wa'alaikumussalaam ohho @Mahen sister aaiyn hain welcome sister welcome
mera pehla sawal
aap ne profile me mujhe kaha ke yahan sawal na karun kyun aise bolin ??
aap sachi me bhi itni hi mazahiya hain ya yahaan banti hain ??
aap ka nick pehle Maheen aap ne kya soch kar rakha ??
aap ka fav colour konsa hai ??
aapka fav dish konsa hai ??
aapka fav dress kounsa hai ??
aapka fav place kounsa hai ??
aapka fav ISLAMIC scholar koun hai ??
aap ziddi ho ya nahin ??
kisi se jaldi jealous hoti ya dair se ??
aapko koi kaam mile to jaldi nitpa leti ho ya nahin ??
aapko ghoomne ka shauq hai ya ghar bethne ka ??
zindagi ka sub se yaadgaar pal konsa hai ??
kya aap ko raat bhar jaagna pasand hai ??
kya mujh per kabhi bohot zyada ghussa aaya ??
answer these questions then will more later INSHA'ALLAH
hope u will enjoy