App Indians ko Congrats tu kar rahay ho per Sorry to say Indians aap sa hamdardi nahi rakhtay
They said ka hum nay tu RIKSHAW ki baat ki thi aab tu Pakistani team Paidal bhi Wapis jaa sakti hai
in additon they said dont dream to win from india woh bhi World Cup ma .. . . .
aapkay Amun ka Chaka bouncer bunkar aapkay moo per hi aagiya
but still Congrats to Afridi to gather peoples as a team
but ma soch raha ho ka hamary nojawan Semi Final ka liya bun sanwar kar Gharo sa nikal saktay hain aik ho saktay hain aik jaga jama ho saktay hain per..................
Qaumi Issues per aik kyu nahi ho saktay :-( Jub koi Quran Shaheed karta hai tu gharo sa bahar kyu nahi aaskatay ??