khaney ka contest nhee babaney ka hai .... ap kuch cook kerti ho ??sEhri abhi abhi ki thi aur aftari ka ALLAH hi Hafiz wEse bhi mEin itna khati nai tO sharE kya karOngi bana kar...
mein tu khaaon ga naarey toh jaldi kia hain Ghooost
sab aram se hojaega aur share bhi karengay.....
waise why dont u begin with ur sharing????
Humain sirf Khana hi aata hay..! ChalOo Khana bhi ban Jaye ab Kaun Garnish keray, Pics lay aur share keray huffff bara mushkil Kaam hay.khana nhee banana hai aur dekhana hai
hum b apki tarah mehmaan adakaar hein sirf khaney mein interest hai8 ...Tu aap bhi kuch bana ker share keran Ghooost
aap tu Ghar main bhi Mehman adakaar hi hon gay..! Laken main kuch na kuch bana hi laiti hon. basss TM pe share kerna bara mushkil Lagta hay..!hum b apki tarah mehmaan adakaar hein sirf khaney mein interest hai8 ...
Boys bhi Kafe sUghar hain..! Laken Jahan tak main nay dekha hay Cooking Contest main bohat kam log participate kertay hain..!kafi sugherh girls hein yashan pe ................i think ir wud b great contest