dosti ka saath

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
main ap sab se eik rae lena chati hun kya aap log dena passand karen gay?

woh yeh ke hum apne dost ka saath us ki galtiyon mein de sakte hai yeh jante huwe bhi ke woh galat kar raha hai is ke kaam ko kare se woh nuksaan uthae ga. Tou hame usko samjana chahiye yaa uski khushi ke liye us ka saath dena chahiye.

plz replay must be seriouse.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
dost ko galtiyon me sath nahi dena chahiye balki use sahi raste pe lane ke efforts karna chahiye chahe wo aapko chod hi kyun na de...yahi aapki moral responsibility hai apne dost ke liye...truth is more important than friendship....friendship which are not based on truth will not survive in due course...this ship will sink...
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63

Zabardast jawab Atul bhai.

Bilkul quran aur hadees yay kahta hai "achchay kaam main apnay bhai ka bhi saath do aur buray kaam main apnay bhai ka bhi saath na do"

Bayshak Dost ka sulook ya rawaiya kuch bhi ho wo agar ghalat hai to bohat pyar o mohabbat say aqli daleelon say ussay samjhain. Allah pay poora bharosa rakh kar.
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
hmmm balkaal main app logon ki batoon say zahmaat hoo aghar ap ko lagai k app teek hoo aur app ka dost kuch galat kar rahaa hai too iss ko bohaat araam say iss ki galti ka ahsaas diloo aghar iss ko ahsaas hoo jataa hai too achee baat hai warna app iss kaam main iss k saat na do to bhatar hai
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top