Eid Aa Rhi Hy Btao Kahn Milo Gy Tum ??

  • Work-from-home

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
shayed aap bhol rahii hain kay TM per @h@!der bhai aur meri chemistry ka tazkara bohat aam hay...

hum tou NON-STOP jaari hain... aap jaa kar khana kha lain. kahin ammi ki maar naa khaani paRay hunnn =))


theek hai ab reply nahi karongi, tum dono he boloo phir dekhti hoon kitni deir tak batein karo gaye.....apus me....
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
shayed aap bhol rahii hain kay TM per @h@!der bhai aur meri chemistry ka tazkara bohat aam hay...

hum tou NON-STOP jaari hain... aap jaa kar khana kha lain. kahin ammi ki maar naa khaani paRay hunnn =))

to wo kon si badi baat he.. pehly hi kha kha ke Pakki ho gyee he.. u know what i m trying to say.. .. Ghair Parlimani alfaaz s eparhez kar raha hon ab =))
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
to wo kon si badi baat he.. pehly hi kha kha ke Pakki ho gyee he.. u know what i m trying to say.. .. Ghair Parlimani alfaaz s eparhez kar raha hon ab =))
Haan samajh gaya..... khabrain main bhi dekhta hoon =))

kahin aap nay hadd-haram tou nahin kehna chaha tha =))
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
pehlay tou @NailaRubab nay peetna hay uss kay baad @Shizu @Hoorain aur pata nahin kis kis say pitwayoo gayy bhaijaan... aisi koi bat nahin hay, main tou sach main dhool bajaanay ki baat kar raha tha =))

arry to dhol ka hi keh raha hon me bhi =)) tum pata nahi kya samaj rahy ho..

aur shizz n hoor ko to.. mana hi len ge .. itna kaam b na ho ga ab hum se agar to lahnat he Naila par =))
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
arry to dhol ka hi keh raha hon me bhi =)) tum pata nahi kya samaj rahy ho..

aur shizz n hoor ko to.. mana hi len ge .. itna kaam b na ho ga ab hum se agar to lahnat he Naila par =))
ufffffffffffffffffffffff =)) =)) =))

ab @NailaRubab nay LUNCH choR kar baja dainii hay =)) =)) you know what I mean =))








































































waisay mention main nay kar dia hay.... ab maza aayay ga KUKARR aur KUKARII ki larayii dekhnay main =)) =))
 
Top