"ek eysi bat ?"!!!

  • Work-from-home

Huda

ĂĸŠ έ ĶĦυşЊŎŏ
VIP
Jan 30, 2009
7,699
5,724
113
Karachi
mujhay kise ny kha tha k tum ideal larki hu
kash tum mere bety huteen
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
mein 1 yr pehle jb apna collg may addmission lene gai thi to wahan kay Principal ne meri mark sheet dekh ker kaha tha kay tum top ker sakti ho or humare collg ka nam roshan ker sakti ho or aisi buht c batain kahi thein or mge buht sara appreciate bhi kia tha to mere lye wo experience buht acha tha or mge wo sab appreciation nahe bholti
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waalaikum assalam

hmm main 1st yr ki student thi tab Nani ammi k ghar se wapsi pe Raaste may koi problem ho gai To Public van may aana parra ..main tab abaaya nhi pehanti thi na shawl waghaira leti thi sirf dress k saath wala dupatta leti thi...maine tab Churri daar pjama pehna hua tha jab main Van may charne laggi to aik Barri Amma g ne halki si chapat lgai meki leg pe main dar gai aur unhe daikhne lag gai un se shayed bola nhi jaata tha weak thi wo ..muje laga shayed wo normal nhi hain ya wo muj se bol rhi hain k unka haath pakar k charne may help karun...par jab main unka haath pakarne laggi unho ne dubara se waise hi kiya aur Halke se hont hile aur halki si aawaz aayi aur phir unho ne Ooper ki traf ishara kiya ..wo keh rhi thi k ALLAH se dro tumhe hisaab daina hoga aur phir ghusse se daikhne lag gai meri traf ..main itni sharminda hui unhe kuch bola nhi maine in fact tabhi main unhe sorry bolna chah rhi thi par nhi bol paayi ghar aa k kaafi din tension may rhi Den zId kar k Abaaya LIya tab se pehanti hun aur ye Baat aaj bi aise yaad rehti hay jaise kal hi hui ho i think hamesha yaad rhegi..{(popcorn)}
ALLAH TALA UNHE JaZa_E_KHAIR DAIN AAMEEN
 

mashraki.larka

Super Star
Jun 23, 2010
10,598
4,907
713
36
KHUDA KI BASTI
men nani jaan k Pass betha hua tha , or wo apne daur ki battien suna rahen thi, nani jaan k bhai jinka jwani men inteqaal ho gia tha ,unka batton men zikar aia to wo phoot phoot k ronay lagin , maine kaha nani jaan na royen to kehnay lagin " tayyab mera bas nai chalta " ...or phr apni marzi sy hi chup ki ,

haqeeqat hai baz okaat insan ka bas nai chalta ...
 
Top