~Hum ne Train Parki~

  • Work-from-home

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Hum ne Train Parki

ek dafa hai zikar hai,k hum itafaqan ek ajnabi se Train me sawar ho gaye,huva kuch yon k Sep ki ek subho hum ek novel ki talash me yahan aa nikle,novel itne chote font me tha k parh nhi sake.khair be'dili se hum ne yahan se wapis jane ka irada kia k achanak humari nazr train ki khirki(yani CB)pe pari wahan ek larki Baatain karti nazr aayi,hum bila'irada bhagti bhagti Train me sawar ho gai,aur us larki se kuch baatain ki,thori boht dosti ho gai,in dino hume TM se koi khas shaghaf nhi tha bs un muhtarma se baat ho jati,Train b dhere dhere apne raste pe rawan thi aur Sep ka mahina guzr gya,phr hum TM me kuch dil'chaspi li,kuch poetry k threads me posting ki..phir Nov k aate aate hum TM ki muhabbat pe gode gode doob chuke the,Dec me hum baqol Ghalab pori tarha nikame huve chuke the aur kisi kam k na rahe the,lehaza Ghalab uncle k zamane k ashiqon ki tarha mehboob ki gali k chakar lgane wale andaz me hum b subho sham TM pe paye jate,in 3 mahino k doran hum rang'barange logo se mile the,truth & dare aur ese hi kayi threads me hum ne sona,farry,tooba bajo,HM veer,Tari bhai aur mari sis,Amreen sis,saviou bhaya k sath posting ki,yeh sonu nam ki kuri to muhale ki kisi bari bi ki tarha shadi online k thread me idhar k conection udhr se match karti payi jati,phr ek din esa huva k Train me har tarh tahalka mach gya hum ne jo ghabra k idhr udhr dekha to maloom para Bahaar aayi hai hum ne abi tak itni khof nak bahaar kbi nhi dekhi thi,jo band bajane aur tope barsane k liye humesha tyar rehti aur phir ek din hum ne CB me Msc aur DB ko dekha..huh huh karti MSC itni khof'nak dhankiyan dy rahi thi us waqat se ab tak hum humesha MSC se baat karte huve muhtaat rehte hain,bhai pehla tasur abi tak humare dil o dimagh pe usi tarha naqsh hai,phir kuch arsa sakon se guzra to TM train me ek aur kuri se takr ho gai,par O ty mere pind di mutyar c,bas phr kya jb mil bethe do diwane,humari khoob jami aur hum ne ek doje ko dheron chittiyan likhi,TM vilg me jhole jhole,keriyan khai aur tali k niche beth k dheron baatain ki..ek dafa humari Train me koi technical kharabi k bais hume ek jaga utarna para ek CB hume sonap di gai,mai,MSC ,Bela sis, Nello aur dolly ne ek raat ek mushaira b kia yaadgar din the,kuch arse bad humri Train sahi salamat naye raston pe phr se rawan dawan thi woh larki jis k waja se hum is train me guse the(yon kehna zyda manasab rahe ga hum masoom is pagal khane me phus gaye the)manzr se kafi arse gaib hone k bad phr hume mili,phr woh ek contest me humari sathi bani,aur rasta rafta humari Aapa ki mansab pe faiz ho gai..maze ki baat yeh k woh koi purane zamane ki aapaon ki tarha na thin bal'k modern c humari Aapa kisi paandan ki bajaye popcorns ka stock liye ghomti,jis pe hum puri tarha latto ho chuke the,Sabah sis,Saviou & Aaraa'f bhaya aur kayi members k threads parh k boht kuch sekhne ko b mila,phir hum TM k staff me shamil ho gaye,agarcha humara wasta Adab se dor dor ka hi tha lekin phr b hum us section me gus gaye aur maza b aaya, logo ko contests me khench khench k lane ka khasa tajurba huva,kuch tehreerain bi likhi,khasa munfarid tajurba raha,phir esa mor aaye is safr me k hume mehsos huva Ab TUM se bichar jane k imkan boht hain,aur phir ek din chupke se bagir kisi ko bataen ek station pe Train se uter gaye,kuch arse bad mur k nhi dekha,is doran Nello ki kayi pegham mile,akhir 3 mahino bad hum ne phir usi Train ka rukh kia to Nello ko ek dabbe k darwaze pe khara apna muntazir paya,Nello ne hume apna hath diya aur hum ne phr se bhagti bhagti train pari,lekin yahan to halat hi badal gaye jahan boht se naye members ka khush'gawar izafa huva wahan kuch purane member gaib ho gaye aur TM Bot k jane se dunya soni soni ho gai thi. kuch members zindgi k jhamilon me masroof kbi kbi yahan ka rukh karte aur bas humari Aapa hi weli nazr aayi,aur aj kal hum un ka hi sar khate hain,TM ka ab tak ka safr hum ne ap k gosh'guzar kar diya,hum aj b isi Train ka hisa hain aur dua karte hain yeh Train humesha khoobsorat raston pe raston pe rawan dawan rahe..Ameen
@};-
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
WahOoo zaberdast...! Likhnay ka andaz bOhat khObsurat aur Intersting hay..! :)

Maza aaya perh k aur aisay Laga waqae hi main bhi us Train ka aak hissa hOna ur KhamOshi se beithi yah stOry sun rahe hOn...! {(popcorn)}

Great Job Dear..! {(hug)}

Gud Luck...! :-bd
 
  • Like
Reactions: hoorain and ~Zeest~

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
aww how sweet....
apke safar ka sun kar
hum sach mein purane dino k khobsorat yaado mein kho gae....
waise apko es train mein wapis charne ka Khush amadeed kahte hain
aur dobara bina batae utarne ka sochna bhi mat/:)

nyways
Good luck Annu sis:)
 
  • Like
Reactions: hoorain and ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Hum ne Train Parki

ek dafa hai zikar hai,k hum itafaqan ek ajnabi se Train me sawar ho gaye,huva kuch yon k Sep ki ek subho hum ek novel ki talash me yahan aa nikle,novel itne chote font me tha k parh nhi sake.khair be'dili se hum ne yahan se wapis jane ka irada kia k achanak humari nazr train ki khirki(yani CB)pe pari wahan ek larki Baatain karti nazr aayi,hum bila'irada bhagti bhagti Train me sawar ho gai,aur us larki se kuch baatain ki,thori boht dosti ho gai,in dino hume TM se koi khas shaghaf nhi tha bs un muhtarma se baat ho jati,Train b dhere dhere apne raste pe rawan thi aur Sep ka mahina guzr gya,phr hum TM me kuch dil'chaspi li,kuch poetry k threads me posting ki..phir Nov k aate aate hum TM ki muhabbat pe gode gode doob chuke the,Dec me hum baqol Ghalab pori tarha nikame huve chuke the aur kisi kam k na rahe the,lehaza Ghalab uncle k zamane k ashiqon ki tarha mehboob ki gali k chakar lgane wale andaz me hum b subho sham TM pe paye jate,in 3 mahino k doran hum rang'barange logo se mile the,truth & dare aur ese hi kayi threads me hum ne sona,farry,tooba bajo,HM veer,Tari bhai aur mari sis,Amreen sis,saviou bhaya k sath posting ki,yeh sonu nam ki kuri to muhale ki kisi bari bi ki tarha shadi online k thread me idhar k conection udhr se match karti payi jati,phr ek din esa huva k Train me har tarh tahalka mach gya hum ne jo ghabra k idhr udhr dekha to maloom para Bahaar aayi hai hum ne abi tak itni khof nak bahaar kbi nhi dekhi thi,jo band bajane aur tope barsane k liye humesha tyar rehti aur phir ek din hum ne CB me Msc aur DB ko dekha..huh huh karti MSC itni khof'nak dhankiyan dy rahi thi us waqat se ab tak hum humesha MSC se baat karte huve muhtaat rehte hain,bhai pehla tasur abi tak humare dil o dimagh pe usi tarha naqsh hai,phir kuch arsa sakon se guzra to TM train me ek aur kuri se takr ho gai,par O ty mere pind di mutyar c,bas phr kya jb mil bethe do diwane,humari khoob jami aur hum ne ek doje ko dheron chittiyan likhi,TM vilg me jhole jhole,keriyan khai aur tali k niche beth k dheron baatain ki..ek dafa humari Train me koi technical kharabi k bais hume ek jaga utarna para ek CB hume sonap di gai,mai,MSC ,Bela sis, Nello aur dolly ne ek raat ek mushaira b kia yaadgar din the,kuch arse bad humri Train sahi salamat naye raston pe phr se rawan dawan thi woh larki jis k waja se hum is train me guse the(yon kehna zyda manasab rahe ga hum masoom is pagal khane me phus gaye the)manzr se kafi arse gaib hone k bad phr hume mili,phr woh ek contest me humari sathi bani,aur rasta rafta humari Aapa ki mansab pe faiz ho gai..maze ki baat yeh k woh koi purane zamane ki aapaon ki tarha na thin bal'k modern c humari Aapa kisi paandan ki bajaye popcorns ka stock liye ghomti,jis pe hum puri tarha latto ho chuke the,Sabah sis,Saviou & Aaraa'f bhaya aur kayi members k threads parh k boht kuch sekhne ko b mila,phir hum TM k staff me shamil ho gaye,agarcha humara wasta Adab se dor dor ka hi tha lekin phr b hum us section me gus gaye aur maza b aaya, logo ko contests me khench khench k lane ka khasa tajurba huva,kuch tehreerain bi likhi,khasa munfarid tajurba raha,phir esa mor aaye is safr me k hume mehsos huva Ab TUM se bichar jane k imkan boht hain,aur phir ek din chupke se bagir kisi ko bataen ek station pe Train se uter gaye,kuch arse bad mur k nhi dekha,is doran Nello ki kayi pegham mile,akhir 3 mahino bad hum ne phir usi Train ka rukh kia to Nello ko ek dabbe k darwaze pe khara apna muntazir paya,Nello ne hume apna hath diya aur hum ne phr se bhagti bhagti train pari,lekin yahan to halat hi badal gaye jahan boht se naye members ka khush'gawar izafa huva wahan kuch purane member gaib ho gaye aur TM Bot k jane se dunya soni soni ho gai thi. kuch members zindgi k jhamilon me masroof kbi kbi yahan ka rukh karte aur bas humari Aapa hi weli nazr aayi,aur aj kal hum un ka hi sar khate hain,TM ka ab tak ka safr hum ne ap k gosh'guzar kar diya,hum aj b isi Train ka hisa hain aur dua karte hain yeh Train humesha khoobsorat raston pe raston pe rawan dawan rahe..Ameen
@};-
awww what a journey hum ne train pakri :p

bohat khoob andaz-e-bayan:-bd
GUD LUCk putri!

Msc ne u pe hamla nhi kiya parh k? :-? ;))
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113


awww what a journey hum ne train pakri :p

bohat khoob andaz-e-bayan:-bd
GUD LUCk putri!

Msc ne u pe hamla nhi kiya parh k? :-? ;))
shukaria Aapa..{(thx)}
hihihi nhi..use to boht pyar aaya mujh pe;))
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
awwww so sweet...kitna khobsorat safar hay tumhara...thx GOD may alreday is train may u sat he ho...{(dancing)}

liknay ka andaz bht he khbsorat oor achoota hay...behtareen anno...best of luck..
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ahan :p
waise shuroo may hota hay Hum ne Train pakri,,,kuch arse baad ye train hamain pkaar leti hay chorti nhi :p
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
hahaha{(moc)}..sachiii
wese apki hi waja se pakri thi/:) hum ne pta nhi apka kya bigara tha k is Train ko elfi ki tarha hum se chipka diya:s
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
ab to aa gaye hain na ap{(popcorn)}
 

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
walikum salam
:)
beautifully written annu
{(hugy)}
aur mai u ko bari bi dekhti hoon
:s :p
best of luck
:)
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
shukaria{(hug)}
Kam to bari bi wale hi karti thi na{(moc)}
 
Top