apni rooh k ahsaas aur is ki power ko samjhnay k liya hamain pehlay ye janna hoga k wo konsi aisi cheezain hain jinka talluq direct rooh se hai lakin wo body par effect karti hai aisi konsi cheez hai jisay roohaniat main sub se ziada importance hasil hai?
wo cheez hai thinking khayalaat
its reality k success ka raaz khayaalat k concentration par hai khayalat agar 1 point par murtakiz hojye to is ka jaldi asar hota hai insan ki kamyabi ya nakaami ka gehra talluq khayaal(thinking) se hai. bohat se log sochtay hain aur irada bhi kartay hain lakin achi soch ko apni adaat ka hissa nahi bna patay jis ka nateeja ye hota hai k har roz wo apnay bohat se routine main ya to koi faisla hi nahi kar patay ya jo kuch kar guzartay hain us par ufsos kartay reh jatay hain.
is tarha un ki mental enerhies foozul aur baikaar kamo main khurch hojati hain.jin ko ahmem aur mufeed kamo main use kiya jasakta tha.
agar hum try karain to zahan ko aala tareen zahni energy paida karnay k liya use kar saktay hain.
jis shaks main sochnay ki capablity hai wo aisay shaks par hukumrani kar sakta hai jo sirf amal karta hai.
thinking two types ki hoti hain har shaks un hi khayal ko accept karta hai jahan us ka interest hota hai..
daily life main hamaray iraday ko bohat ahmiat hasil hai..iraaday k do(two) baray farz hain pehla ye k khayal ki noyat iraday k bai is hoti hai yani negative or positive
2nd ye k irada khayal ki simt ka tayun bhi karta hai k khayal ko kis taraf bhaija jye.
mazboot will power walay shaks k khayal b powerfull hongay...
yani in bato se pata chala k khayalaat hi insan ko positive ya negative lay jatay hain ..
ab khayaal kis tarha jism par asar andaz hotay hain?
(continued)
(with thanks roohani digest)